कोई न मिले तो किस्मत से गिला नहीं करते, अक्सर लोग मिल कर भी मिला नहीं करते, हर शाख पर बहार आती हैं ज़रूर, पर हर शाख पर फूल खिला नहीं करते!
Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai, Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum, Zindgi hai kya teri chehat ke siva, Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum
!..! Ek Ajeeb See Dastaan Hain Mere Afsane Ki !..! !..! Maine Pal Pal Kosish Ki Tere Pass Aaney Ki !..! !!! . . . !!! Kismat Thi Meri ya Sazish Zamane Ki !!! . . . !!! !!! . . . !!! Door Huwe Itna Jitna Ummid Thi Kareeb Aaney ki !!! . . . !!!
Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya…
Kehte hai pyaar ki seema nahi hoti Yeh toh dhoka hai jo sab kehte hai Pyaar ki seema honi chaiye Taki koi dil kisi aur dil ka na ho jaye…
Sang rehna hai,pr saath nahi nibhana, Paas aana hai,pr haat nahi mailana, Pyar to krta hun,pr pyar ke kubul aajtak nahi kiya,
Meri tanhai ki gawah hai uski yaade Neend jab nahi aati chali aati hai uski yaade........ Saath nibhane ka waada kiya tha usne Or.. Saath nibha rahi hai uski yaade...
Tham lena mera hath, kabhi piche jo chhut jau. Mana lena mujhe jo tumse kabi ruth jau, Mana mai nasamjh hu, par wo tara hu jo aapki har arzu k liye tut jau.
Kabhi Dil Se Muskura Kar Dekho, Humari Ghazal Ko Gunguna Kar Dekho, Hum Bhool Jayenge Aapko Ek Shart Pe, Pehle Aap Hume Bhula Kar To Dekho.
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari, Jaan ke liye kar doon kurban yaari, Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari, Ab tumse kya chhupaana, Tum hi toh ho jaan hamaari
मैं बोता रहा बन्जर ज़मीन पर इश्क के बीज, और तेरा हर वादा सरकार का मुआवजा निकला !!
Jo Kuchh Bhi Mila Hai Usi Mein Khush Hoon, Main Tere Liye Khuda Se Koi Taqraar To Nahi Karta, Par Kuchh To Baat Hai Teri Fitrat Mein Pagli, Warna Tujhe Chahne Ki Khata Hum Baar Baar Nahi Karte...
Agar Itni Pyari Soch Tumhari Na Hoti, Mulaqaat Yun Tumse Hamari Na Hoti, Tadapte Rehte Sachhe Dost Ke Liye, Agar Dosti Tumse Hamari Na Hoti..
Tujh Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di Tujhe Lekin Hamein Khud Apni Mohabbat Nahi Mili Har Shakhs Zindagi Mein Bahut Der Se Mila Koi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Mili...iu
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai, tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai... phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar, shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai..!!
Sad is offline
Gagn is offline
remesh is offline
iqra is offline
shivay is offline
Silent is offline
Vishant is offline
Ravi is offline
Mr.amit is offline
Marktah is offline
Deepak is offline
Kulver is offline
sonu is offline
Shrvan is offline
Please Login or Sign Up to write your book.