Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 80
Love Shayari
o Meethi Baato Se Nahi Hota Pyar.. Har Phool Nahi Banta Gale Ka Haar.. Yu To Zndgi Me Kayi Aate Hain Aur Chale Jaate Hain.. Lekin Har Koi Nahi Banta Aap Jaisa Dildar..!
Love Shayari
बैठे हैं दिल में ये अरमां जगाये; कि वो आज नजरों से अपनी पिलायें; मजा तो तब है पीने का यारो; इधर हम पियें और नशा उनको आये।
Love Shayari
Kabhii Yuun Bhii To Ho Dariyaa Kaa Saahil Ho Puure Chaand Kii Raat Ho Aur Tum Aao Kabhii Yuun Bhii To Ho Pariyon Kii Mahafil Ho Koii Tumhaarii Baat Ho Aur Tum Aao Kabhii Yuun Bhii To Ho Ye Narm Mulaayam Thandii Havaayen Jab Ghar Se Tumhaare Guzaren Tumhaarii Khushbuu Churaayen Mere Ghar Le Aayen Kabhii Yuun Bhii To Ho Suunii Har Manzil Ho Koii Na Mere Saath Ho Aur Tum
Love Shayari
Mujhe Kisi Ki Zarurat Nahi! Siway Tere. Mere Nazar Ko Talash Jis Ki Barson Se ! Kisi Ke Paas Wo Surat Nahi Siway Tere. Jo Mere Dil Or Meri Zindagi Se Khel Sake ! Kisi Ko Itni Ijaazat Nahi Siway Tere.!
Love Shayari
Mere wajood mein apni wafa ki roshni dal de.fir itna pyar de mujhe apni chahat se mar de.Bahut udas tha isliye tere paas aya hun.Kuch aise baat kar jo dil ko chain aur karar de.Suna hai teri ek nazar swarti hai zindgi.Jo ho sake to aaj meri jindgi swarde.
Love Shayari
कभी रो के मुस्कुराए , कभी मुस्कुरा के रोए, जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए, एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा, जितना लिख के खुश हुए उस से ज्यादा मिटा के रोए.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗