Latest Shayari

Posted On: 18-11-2020

हुए बदनाम मगर फिर भी न सुधर पाए हम! फिर वही शायरी.. फिर वही इश्क.. फिर वही तुम..!!

Jis paap se darta tha wohi paap nikla Arey gandul samajh kar pakda tha saanp nikla

Ye duniya maut ka nagar hai Yahaan adami ka anjaam ya toh chita hai ya toh kabar hai

Musalmaan kabar mein jata hai Hindu chita mein sekne mein jata hai Adami kitna bhi bada ho jaye marne ke baad fekne mein jata hai

Musalmaan kabar mein jata hai Hindu chita mein dekhne mein jata hai Adami kitna bhi bada ho jaye marne ke baad fekne mein jata hai

Arey ye sab bakwaas hai Adami ek chota sa ghans hai Waqt ke paiye ke niche aakar Kabhi bhi kuchla ja sakta hai

Yaa allaah maine apne dil ka darwaza khol diya totu mere dil aakar baith gaya Udhar Namaazi tujh ko dhundte dhundte masjid jakar baith gaya

Dukh taklif mein bulta hoon to pith dikhata hai Awaaz dekar bulata hoon to samne nay aata hai

Masjid mein bulakar mera sar jhukata hai Mujhse sajda karwata hai Aur main tujhe phone karta hoon to mera phone nahi uthaya hai

Apni kitaabon mein sab jhoot jhoot bata hai Phir kahta hai ke bhalai ke liye jhoot bhi bola ja sakta hai

Aye koran tere aayat dil ko chhu ke guzar jati hai kyun ke teri baat kisi ke samajh mein nahi aati hai Ek Shayar ki shayari Dil mein utar jati kyun ke woh zindagi ke haalaat batati hai

Shayari mein sab chalta hai Gadha bhi ghode ki chaal chalta hai

Kuch khas nahi hai ghoda hai ghas nahi hai Tu paas nahi hai tere aneki aas nahi hai Phir bhi dil udaas nahi hai kyunki koi tamanna koi arzu koi pyaas nahi hai main kaha hoon kya kar raha hoon mujhe iss baat ka apne haal ka bhi ahsaas nahi hai

Paise ko par hai udte idhar udhar hai Pinjra jidhar hai tikkar rahte udhar

Yun achanak mera dil toot kyun gaya Kahin koi mera apna mujh se rooth to nahi gaya