Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 86
Love Shayari
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain....
Love Shayari
PAS Aao, Ik Ilteja Sun Lo Pyar Ha Be-Panah Sun Lo Ek Tumhi Ko Khud Sa Manga Ha Jab B Koi Dua Mangi Sun Lo Ibteda Ishq Ki How Tum Sa Tum Ko Chahat Ki Inteha Sun Lo Bin Tere Je Nahi Sakunge Main Lot Ao Mere Sada Sun Lo Dekh Lo Zindagi Adhuri Ha Na Raho Aur Ab JUDA Sun Lo..iii
Love Shayari
Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Sa Fasana Hai; Kaghaz Ki Haweli Hai Barish Ka Zamana Hai Kya Shart-e-mohabbat Hai, Kya Shart-e-zamana Hai; Awaz Bhi Zakhmi Hai Geet Bhi Gana Hai Aur Us Par Utarne Ki Ummid Bhi Kam Hai; Kashti Bhi Purani Hai, Tufan Ko Bhi Ana Hai Samjhaye Na Samjhe Andaz Mohabbat Ka; Ek Shakhs Ko Ankho Se Shair Sunana Hai Bholi Si Ada, Koi Phir Ishq Ki Zid Par Hai; Phir Aag Ka Darya Hai Aur Doob K Jana Hai..!!
Love Shayari
उसके साथ रहते रहते हमें चाहत सी हो गई, उससे बात करते करते हमें आदत सी हो गई, एक पल भी ना मिले तो नज़रे बेचैन सी रहती है, दोस्ती निभाते निभाते हमें महोब्बत सी हो गई
Love Shayari
कोई वादा नहीं फिर भी तेरा इंतज़ार है जुदाई के बाद भी तुझसे Pyar है तेरे चेहरे की उदासी दे रही है गवाही मुझसे मिलने के लिए तू भी बेकरार है
Love Shayari
आँखें थक गई है आसमान को देखते देखते.... वो तारा नहीं टूटता जिसे देखकर तुम्हें मांग लूँ......

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗