Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 85
Love Shayari
Fizao Ka Mausam Jaane Ke Baad Baharo Ka Mausam Aaya, Gulab Se Gulab Ka Rang Tere Gaalon Par Aaya, Tere Naino Ne Kaali Ghata Ka Jab Kajal Lagaya, Jawani Jo Tum Par Aayi To Nasha Meri Aankhon Mein Aaya.
Love Shayari
मोहब्बत भी उस मोड़ पे पहुँच चुकी है, कि अब उसको प्यार से भी मेसेज करो,तो वो पूछती है.. कितनी पी है ....??
Love Shayari
Gar Wo Mujhe Rakhe Apne Dil Me Dharkan Ki Tarah.. To Mai Bhi Apni Aankh Ka Kaajal Bana Loon Use.. Mai Chaahu Wo Sirf Mera Hi Rahe.. Wo Bhi Apni Mohabbat Ka Qaidi Bana Le Mujhe..!
Love Shayari
Na jane kab wo haseen raat hogi Jab unki nigahe humari nigaho ke sath hogi Baithe hai hum us raat ke intezaar me Jab unke hotho ki surkhiya humare hotho k sath hogi By:-AshuTosh ChouDhary
Love Shayari
"Agar Aap Kisi Ko Bohat jyada Chaho...." "Aur Woh Aap Ko'Chood'Jaye ...". "Aur Aap Ki Ankhon Se Aansoo Nikal Aayen...." "To Aansoo ko is Yaqeen Se Saaf Kar Lena Ke...." "Zindagi Ke Kisi Pal wo Apko Yaad Kar Ke..." "Wo Aap Se Jyada Roye Ga...."

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗