Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,862 piecesLatest published writing · Page 89
Love Shayari
Mujhe Maaf Kar Mere Humsafar Tujhe Chaahna Meri Bhool Thi. Kisi Raah Par Jo Uthi Nazar Tujhe Dekhna Meri Bhool Thi. Wo Gali Gali Wo Shehar Shehar Tujhe Dhoondna Meri Bhool Thi. Mere Gam Ki Koi Dawa Nahi Mujhe Tujhe Koi Gila Nahi. Mera Koi Tere Siva Nahi Yahi Sochna Meri Bhool Thi..!
Love Shayari
Jane Kya Soch Ke Lehrein Sahil SeTakrati Hain; Aur Phir Se Vapis Laut Jati Hain; Samaj Nahi Ata Ke Woh Kinaro Se Bewafai Karti Hain; Ya Phir Laut Ke Samandar Se Wafa Nibhati Hain!
Love Shayari
प्यार का शुक्रिया कुछ इस तरह अदा करू आप भूल भी जाओ तो मे हर पल याद करू प्यार ने बस इतना सिखाया हे मूज़े की खुद से पहले आपके लिए दुआ करू..!!
Love Shayari
Dil Me Mohbbat Hai Tumhari, Ankhon Me Khawab Hain Tumhare, Koi Nahi Lagta Zindagi Me Apna, Ab Jeena Hai Bus Tumhare Sahare, Tum Hamare Nahi Toh Kya Huwaa Teri Yaade To Hai.!!
Love Shayari
Pyaar Karne Ka Hunar Hamein Nahi Aata, Isliye Pyaar Ki Baazi Hum Haar Gaye, Hamari Zindagi Se UnHe Bahot Pyaar Tha, Shayad Isiliye Wo Hamein Zinda hote hue bhi Maar Gaye....
Love Shayari
jb subh subh uski yad aye.... Rat m uska chehra dykne ko man chahe.... Uski udasi tumko udas kr jaye.... Uski ak muskan se tum kus ho jao.....hmesa uske sat k liye tadap jao... To smjhna dosto.... Aap mohbbat ki duniya k bhut karib ho

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗