Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 91
Love Shayari
Hamari rooh me na samaye hote to bhool jate unhe Itna kareeb na aaye hote to bhool jate unhe., Ye kahtey hue ki mera talluk nahin tumse koi, Ankhon mein aansu na aaye hote to bhul jate unhe.
Love Shayari
Laboon Pe Tabassum,Aankhoon Mein Rawani Dillon Mein Kurbat,Chehre Pe Nadani Bahut Khubsurat Se Hai Jo Ek Kahani Mohabbat Yahi Hai,Sab Iski Nishani Fasana Nahi Hai Hai Dastaan Suhani Rafqat Din-Ba-Din Badti Na Hoti Purani Kar De Khushnuma Jo Yeah Zindagani Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani
Love Shayari
Dil ye mera Tumse Pyar karna0 chahta hain Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hai Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta hai...
Love Shayari
तेरी याद में आँखे भिगो लू, उदास रात की तन्हाई में सो लू, अकेले गम का बोझ अब संभलता नहीं, तू मिल जाये तो तुझसे लिपट कर रो लू.
Love Shayari
Kisi Ko Yaad Nahi Aati Koi Yado Me Rota Hai, Kisi Ko Need Nahi Aati Koi Raat Din Sota Hai, Sazaa Hamesa Ek Ko Hi Kyon Milti Hai, Jabki Kasoor To Ek Ka Nahi Dono Ka Hota Hai.
Love Shayari
Waqt Ke Mod Pe Aisa Waqt Aaya Hai, Zakhm Dil Ka Zubaan Par Aaya Hai, Na Roote Thay Hum Kabi Kaanton Ki Chubhan Se, Par Aaj Na Jane Kyu Phoolo Ki Khusboo Se Roona Aaya Hai!
Love Shayari
Kuch bhi nahi hai aaj kahne ko chand lafzon ke siva, na ankhon me hai koi jazbat chand ashkon ke siva, is qadar tod diya usne ki khud ko jod pana mushkil hai, Nahi raha baki kuch b mujhme, chand saanson ke siva.......

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗