Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 92
Love Shayari
Gussa jaab v aaye, haampe varas jaya kro, Waarna mout se jada teri khamoshi maardeti hai. Gussa aat nahi hai tujhpe, phir v dikhana paadta hai, Tri nadaniya haame parisaan kar jaata hai, ak pal duur ho jaay tu, too laagta hai aasa tujhe dekhe bin jindegi na khatam ho jay.
Love Shayari
कल न हम होँगे न कोई गिला होगा, सिर्फ सिमटी हुई यादोँ का सिलसिला होगा, जो लम्हेँ है चलो हँस कर बिताईये, जाने कल जिन्दगी का क्या फैसला होगा।
Love Shayari
Aaj Bi Wesa Hi Mosam Hai Aaj Bi Wese Hi Badal Hain Aaj Bi Wesi Hi Barish Hai Jab Ham Pehli Bar Milay Thy Yad He Ham Ne Ye Socha Tha Ham Ko Milte Dekh Ke Mosam Itna Khush Hai, Itna Khush Ke Is Ki Aankhein Bheig Gayen Hain Aaj Magar Ham Jan Gaye Hain Mosam Us Din Kun Roya Tha!!
Love Shayari
Duniya Ki Bheed Mein Is Kadar Kho Jaunga, Bebas Dhundhegi Teri Aankhein Mujhe, Par Main Najar Nahi Aaunga, Kuchh Yadein Tum Samet Lena Apne Aanchal Mein, Kuch Yadein Lekar Mai Gujar Jaungaa!!
Love Shayari
us bewafa ko ham aab kbhi bhul na paayege. mere pyaar ka sila diya es kadar ha bhul na payega. khud ki kasam hai mere dost dik gyi uski parchai bhi. to jaan se maar ke hisab chukayege.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗