Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 12
Love Shayari
Meri tanhai ki gawah hai uski yaade Neend jab nahi aati chali aati hai uski yaade........ Saath nibhane ka waada kiya tha usne Or.. Saath nibha rahi hai uski yaade...
Love Shayari
मैं बोता रहा बन्जर ज़मीन पर इश्क के बीज, और तेरा हर वादा सरकार का मुआवजा निकला !!
Love Shayari
Jo Kuchh Bhi Mila Hai Usi Mein Khush Hoon, Main Tere Liye Khuda Se Koi Taqraar To Nahi Karta, Par Kuchh To Baat Hai Teri Fitrat Mein Pagli, Warna Tujhe Chahne Ki Khata Hum Baar Baar Nahi Karte...
Love Shayari
Tujh Ko Gila Raha Ke Tawajah Na Di Tujhe Lekin Hamein Khud Apni Mohabbat Nahi Mili Har Shakhs Zindagi Mein Bahut Der Se Mila Koi Bhi Cheez Waqat-e-Zaroorat Nahi Mili...iu
Love Shayari
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai, tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai... phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar, shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai..!!
Love Shayari
Bhulne Ke Tujhe Najaane Kitne Waade Karte Hain, Kaise Bhulaun Tujhe Ye Sochkar Tujhe Yaad Karte Hain, Jab Bhi Hota Hai Zikar Jamaane Me Pyar Aur Wafa Ka, To Tumhe Bewafa Ke Bahaane Yaad Karte Hain!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗