Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 14
Love Shayari
Meri Ankhon Me Aaj Bhi Uska Suroor Hai Dil Ke Kareeb Hokar Bhi Wo Nazron Se Dur Hai Use Ishq Hai Ya Dillagi Mujhse Ye Wo Hi Jane Par Aaj Bhi Palat Kar Wo Mujhe Dekhta Jarur Hai..!
Love Shayari
Har Waqt Yahi Socha Karti Hu Tanhai Aur Gam Me Akhir Kyu Jiya Karti Hu Muje Bhi Mila De Aye Khuda Us Khusnaseeb Se Jiska Naam Mai Aksar Apni Hatheli Pe Likha Karti Hu..!
Love Shayari
वो दर्द ही क्या जो आँखों से बह जाए! वो खुशी ही क्या जो होठों पर रह जाए! कभी तो समझो मेरी खामोशी को! वो बात ही क्या जो लफ्ज़ आसानी से कह जायें.........!
Love Shayari
Humari Khushi Ki Khuda Se Fariyaad Na Karna, Bhula Dena Mujhe Kabhi Tum Yaad Na Karna, Kiya Barbaad Tumne Mujhe Ye Meri Badnaseebi Thi, Iltaza Hai Kabhi Kisi Aur Ko Yun Barbaad Na Karna!!
Love Shayari
o Meethi Baato Se Nahi Hota Pyar.. Har Phool Nahi Banta Gale Ka Haar.. Yu To Zndgi Me Kayi Aate Hain Aur Chale Jaate Hain.. Lekin Har Koi Nahi Banta Aap Jaisa Dildar..!
Love Shayari
बैठे हैं दिल में ये अरमां जगाये; कि वो आज नजरों से अपनी पिलायें; मजा तो तब है पीने का यारो; इधर हम पियें और नशा उनको आये।
Love Shayari
Kabhii Yuun Bhii To Ho Dariyaa Kaa Saahil Ho Puure Chaand Kii Raat Ho Aur Tum Aao Kabhii Yuun Bhii To Ho Pariyon Kii Mahafil Ho Koii Tumhaarii Baat Ho Aur Tum Aao Kabhii Yuun Bhii To Ho Ye Narm Mulaayam Thandii Havaayen Jab Ghar Se Tumhaare Guzaren Tumhaarii Khushbuu Churaayen Mere Ghar Le Aayen Kabhii Yuun Bhii To Ho Suunii Har Manzil Ho Koii Na Mere Saath Ho Aur Tum
Love Shayari
Mujhe Kisi Ki Zarurat Nahi! Siway Tere. Mere Nazar Ko Talash Jis Ki Barson Se ! Kisi Ke Paas Wo Surat Nahi Siway Tere. Jo Mere Dil Or Meri Zindagi Se Khel Sake ! Kisi Ko Itni Ijaazat Nahi Siway Tere.!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗