Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 11
Love Shayari
Ek Baat Main Apne Dil Main Ghumta Reheta Hu. Kab Tujhse Kahunga Ye Apne Dil Se Puchta Reheta Hu. Dil Keheta Reheta Hai Har Waqt.She is Need You Jakar Kehe De I Love You
Love Shayari
Sath chutne se rishte nahi tuta karte, Waqt ki dundh se lamhe nahi tuta karte, Log kehte hai mera sapna tut gaya, Tutati need hai sapne nahi tuta karte…!! Dard hota nahi duniya ko batane ke liye, Har koi rota nahi ansu bahane ke liye, Ruthne ka maja to tab hai, Jab koi apna ho manane ke liye…..!!!!
Love Shayari
Aakhri Baar Tere Pyaar Ko Sajda Kar Luon; Lout Ke Phir Teri Mehfil Mein Nahi Aayunga; Apni Barbaad Mohabbat Ka Janaja Le Kar; Teri Duniya Se Bahut Durr Chala Jaunga!
Love Shayari
Khuda se dua kari thi kabhi nind aae to me sota hi raha jao us bewaafa ko zindgi bhar ke liye bhol jao pal pal kiya tha pyer ka enatjar ab dua hai pal pal nhi bas abhi mar jao
Love Shayari
कोई न मिले तो किस्मत से गिला नहीं करते, अक्सर लोग मिल कर भी मिला नहीं करते, हर शाख पर बहार आती हैं ज़रूर, पर हर शाख पर फूल खिला नहीं करते!
Love Shayari
!..! Ek Ajeeb See Dastaan Hain Mere Afsane Ki !..! !..! Maine Pal Pal Kosish Ki Tere Pass Aaney Ki !..! !!! . . . !!! Kismat Thi Meri ya Sazish Zamane Ki !!! . . . !!! !!! . . . !!! Door Huwe Itna Jitna Ummid Thi Kareeb Aaney ki !!! . . . !!!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗