Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 9
Love Shayari
Aansu ko bahut samjhaya tanhai me aaya karo,, mehfil me hamara mazak na udaya karo, is par Aansu tadap kar Bola, itne logo me apko tanha paate hai, isliye chale aate hai,,,,
Love Shayari
Thukra ke mujhse usne kaha “Krhush rho” Maine hs diya, Akhir swal uski khushi ka tha, Au maine wo khoya jo mera kbhi na tha, Pr usne wo khoya jo sirf usi ka tha!
Love Shayari
karte to hai pyaar bahut tumse,par kabhi na jataya rehne ko tumse door,is dil ko kitna samjhaya lekin ,jab jane anjane hamari aakhon me ati hai apki parchai sochta hu kaise shukriya ada karu us khuda ka,jisne aise mod pe mujhe tumse milaya
Love Shayari
Mohabbat Shoq Se Hoti Hai, Iraadon Se Nahin. Dosti Insaan Se Hoti Hai, Pattaron Se Nahin. Agar Gila Ho Koi Dil May To Mita Dena, Giley Apno Se Kiye Jaatey Hain, Ghairon Se Nahin.
Love Shayari
Nazar Se Nazar Ko Milao Nazar Ka Aitbar Karo, Hum Tum Se Sanam, Aur Tum Hum Se Pyaar Karo, Tum Jo Rootho To Kuch Bhi Karke Manaaye Tumko, Hum Jo Pal Bhar Ko Kho Jaaye To Tum Intezaar Karo.
Love Shayari
बहुत लड़खड़ाए कदम. मगर हम बहके नही... फिर भी, लोग हम्हे संभला हुआ कहते नही... कितनी दफा खिले हम, कितनी दफा मुरझाये; ऐसे फूल है हम जो किसी को कभी महके नही...'

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗