Inspirational Shayari

Phadkar phek do unn kitabon ko Jo kitabey bhedbhav sikati hai

Phadkar phek do unn kitabon ko Jo kitabey bhedbhav sikati hai

Ye sansaar bahot rahasyamai Na jane kya kya chupa iske piche Zamin par dekh ke chal kahin aa naa Jaye koi kanta tere paanv ke niche

Kya guru sikhave aur Kya govind se paave adami apne naseeb se kamaave aur kismat ka khaave

Adami kitna bhi bada ho jaye Marne ke baad phekne mein jata hai Musalmaan kabar mein jata hai Hindu chita mein sekne mein jata hai

Allaah jissey thar thar kanpe Woh bhi kya shaksiyat hogi Uska kya rutbaa hoga Usme kya kya kabiliyat hogi Sachchai ki taqat

Rishte barkarar hai par ab woh Mohabbat nahi rahi Ab kisi ko kisi ki chahat nahi rahi

Pahoch jayege hum bhi apni Manzil par Agar raste mein waqt Be imaani na kare

Shishe ko tod ne ke liye Ek patthar kafi hai Magar ek patthar ko todne Ke liye bar bar chot karni padti hai

Kuch chalak aur makkar logo ne Apne fayde aur swarth ke liye Puri insaaniyat ko bewakuff aur Gulam bana kar rakha hai Dharm mazhab religion ke naam par

Kya din raat namaaz namaaz Ka Gaana gata hai aye mulla Ke zinda hai kitne log namaazey Pade bagyar Aur khush bhi hai aur kamyab bhi Hai aur nek bhi hai aur unki izzatBhi bahot hai aur unse kisi ko darBhi nahi lagta aur unse koi nafrat Bhi nahi karta hai

Kya din raat namaaz namaaz Ka Gaana gata hai aye mulla Ke zinda hai kitne log namaazey Pade bagyar Aur khush bhi hai aur kamyab bhi Hai aur nek bhi hai aur unki izzat Bhi bahot hai aur unse kisi ko dar Bhi nahi lagta aur unse koi nafrat Bhi nahi karta

Tu zindagi ko maut ke Panje se chudana chahta hai Arey nadan maut tujhe Zindagi ke panje se chudaye gi

Mana ke zindagi mein bahot dard hai Magar uss dard mein mazaa Bhi bahot aata hai dost

Zindagi chikhti hai chillati hai Shor machati hai Maut khamoshi se chupke chupke dabe paanv aati hai