Shayari aisi likho jo asaani se Samajh mein na aaye Jo baat samajh mein na aaye Ussey log phalsafa samajhte hai Aur uss ki badi tariff hoti hai
Dost se wafa ki ummeed Karta hai Bhai ke salaam ka jawaab Nahi deta
Andhere mein hum ko Aur junoon aata hai Dar bhi hum se ghabrata hai Khauff bhi hum se khauff Khata hai
Log na jane kaise khil khila Kar haste hai Idhar muskuraye hua ek arsa Ho gaya
कोई कांधे पर कमली ओढ़ कर घूमता था फ़कीर बादशाह साब सर पर कफ़न बांध कर झुमते है Koi kandhe par kamli odh kar Ghumta tha Fakir badshah Saab sar par Kafan bandh kar jhumte hai
Yaa allaah aye mohammad Jane kya baat hai Mere musalmaan hone ki Wazah se log mujhe nafrat Ki nazaar se dekhte hai
Allaah ne jannat mein Sharaab ki nahrey bana di Aur duniya mein sharaab Par pabandi laga di FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB
Badi dur saath samandar par Jakar haj kar ke aaya Magar Bhai ke liye dil mein jo nafrat thi Woh nafrat phir saath lekar aaya
ना हिन्दू ना मुसलमान ना सिख ना ईसाई अगले जनम मोहे इंसान बना कर भेज
Log haathon mein patthar bhi Uda uda kar dikha te hai aise Humne kabhi sone chandi kabhi Hirey moti ka bhi dikhawa na kiya
Log mitti ke haath me Sona liye khade hai Mere sone ke haath se Mitti phisal rahi hai
Gira gar mere sar par patthar To hasta kya hai Ye mat bhool ke tu bhi usi Pahad ke saye mein rahta hai
Sar jhukata hai Sajde mein Badnaam bada hai Kazbe mein FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB
Sar jhukaya hai Sajde mein Badnaam bada hai Kazbe mein FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB
Tu parde ke piche chupkar Tamasha dekh raha hai Tere naam par chalak insaan Jane kya kya phek raha hai FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB
Vijay Singh is offline
Deepak is offline
Ravi singh bisht is offline
Jibanjyoti is offline
Happy is offline
Shamime is offline
Rakesh is offline
manish is offline
Utkarsh is offline
Raj Aryan is offline
PRAKHAR is offline
Mohit is offline
Muhammad is offline
Akash is offline
Please Login or Sign Up to write your book.