Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 106
Love Shayari
Khuda Ne Mujhse Kaha, Tu Chahe Lakh Sajde Kar, Na Wo Teri Thi Na Hai, Aur Na Hi Hogi.. Humne Bhi Kaha Aye Khuda, Wo Meri Ho Chahe Na Ho, Mujhe To Usi Se Ishq Tha, Usi Se Ishq Hai Aur Usi Se Ishq Rahega!
Love Shayari
Tere ishq ka ye kitna haseen ehsaas hain, Lagta hai jaise tu har pal mere paas hain, Mohabbat teri deewangi ban chuki hai meri, Aur ab zindagi ki aarzoo sirf tumhare sath hai.
Love Shayari
Is Dard Ki Duniya Se Guzar Kion Nahi Jate Ye Log Bhi Kia Log Hain, Mar Kion Nahi Jate Hai Kon Zamane Mein Mera Poochne Wala?? Nadaan Hain Jo Kehte Hain Ke Ghar Kion Nahi Jate Shouley Hain To Kion In Ko Bharakte Nahi Dekha?? Hain Khak To Rahon Mein, Bikhar Kion Nahi Jate Aansu Bhi Hain Aankhon Mein, Dua’in Bhi Hain Lab Par, Bigrey Hue Halaat, Sanwar Kion Nahi Jate
Love Shayari
Dekh Kar Jise Dil Ko Karar Aaye Ga, Lout Kar Kbhi Toh Mera Wo Yaar Aaye Ga, Wo Mujhe Bhol B Gaya Hai Toh Koi Baat Nahin, Magar Khayal Usko Mera Bar Bar Aaye Ga, Wo B Ro De Ga Meri Haalat Dekh Kr, Mohabat Pe Meri Phr Usko Aitbaar Aaye Ga, Kehta Phire Ga Wo Logon Se Bht Acha Tha Mera Yaar, Jab Maiyat Pe Meri Wo Ho K Ashk-Baar Aaye Ga...!!!
Love Shayari
Wo Din Mohabbat Ka Aaj Bhi Yaad Hai Mujhko Mere Sang Bitaye Pal, Kya Yaad Hai Tujhko Aaj Bhi Dil Tadapta Hai Mera, Ussi Sirhane Ko Mere Baalon Ki Khushbu, Kya Yaad Hai Tujhko Wo Din Suhane The, Bada Josh Tha Dil Diwane Ko Mera Pal Pal Tujhpe Marna, Kya Yaad Hai Tujhko
Bewafa Shayari
किसी चांदनी को अपना बनाने से पहले ये देख ले की ... कितने ग्रह उसके चक्कर लागते है ...||
Bewafa Shayari
हमने सोचा था बताएंगे दिल का दर्द तुझको, पर तुमने तो इनता भी नहीं पूछ ... खामोश क्यों हो तुम ..||
Happy New Year Shayari
गरीब क्या दे नए साल पर तोहफा, बता दो इतना मेरी जाने-जाना, दिल से ज्यादा कुछ भी नहीं पास मेरे, इस दिल को ही लेती जाना........!!!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗