Latest Shayari

नसीब में जो लिखा है वोही होगा पांच क्या चाहे तो दीन में पचास वक़्त नमाज़ पढ़ के देखले चाहे तो दिन भर पूजा पाठ करके देखले फ़कीर बादशाह साब (फकीरा) Naseeb mein jo likha hai Wohi hoga Paanch kya chahe to Din mein pachaas waqt Namaaz padh ke dekhle Chahe to din bhar Pooja paath karke dekhle

रो रो कर दुआ करने से दुआ की भिख मांगने से अगर कुछ मिलता तो सब भिखमंगे आज शहेंशाह होते फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA) Ro ro kar duaa karne se Duaa ki bhikh mangne Agar kuch milta To sab bhikhmange Aaj shahenshah hote FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

या खूदा अयसी क्या खासियत है तेरी फितरत में जो तुझे जितना दिलसे पुकारता है उतना ही ज्यादा अंधेरा भरता है तू उसकी किसमत में फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Ya khuda aysi kya khasiyat hai Teri fitrat mein Jo tujhe jitna dil se pukaarta hai Utna zyada andhera bharta hai tu Uski kismat mein FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

Waqt mujh se khelta raha Mai waqt se khelta raha Hum dono umra bhar Ek dusrey se khelte rahe FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

Waqt mujh se khelta raha Mai waqt se khelta raha Hum dono umra bhar Ek dusrey se khelte rahe FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

Posted On: 24-07-2020

Mein Likhna Chahta Tha Tere Liye Magar Kuch Likhe Na Paya Mein Aur Kya Likhta Tere Liye Tu To Puri KITAB 📙 Thi Mere Liye #SAGAR_R #BOXER🥊✍️

Posted On: 24-07-2020

Insan Dudh🥛Se Nahi Uske Clour se Pyar Karta hai Dudh🥛Ko To Kabhi Chai ☕Banana Hi Hai Magar Chai ☕ Kabhi Dudh🥛Nahi Bann Sakta Chai Hamesha Chai Hi Rahega Qki Chai ☕Fake Nahi Hai Dudh🥛Fake Hota Hai #SAGAR_R #BOXER🥊✍️

पत्तियां उदास है कांटों में अब भी मिजाज़ है फूल कहां है मुझे उसकी तलाश है फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA) Pattiyan udaas hai Kanton me ab bhi mijaaz hai Phool kahan hai Mujhe uski talash hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

एक तिली ही काफी है आग लगा ने को पर सागर भी कम पड़ता है आग बुझा ने को फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA) Ek tili hi kaafi hai Aag lagane ko Par sagar bhi kam padta hai Aag bujhane ko FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

Jitne bhi harf hai sab se zyada tasir alif me hai Ya allaah tera naam lene wala har ek banda taqlif me hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

ज़िंदगी बनाने को वक़्त लगता है ज़माना लगता है मौत का क्या है मौत को तो बस बहाना लगता है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Zindagi banane ko waqt lagta hai Zamana lagta hai Maut ka Kya hai Maut ko to bas Bahana lagta hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

आदमी उम्र भर मंसूबे घड़तां है पर वक़्त पल भर की महोलत नहीं देता है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Adami umra bhar mansube ghadta hai Par waqt Pal bhar ki maholat nahi deta hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

दिल का ज़ख़्म अभी तक हर है आदमी अधूरा है कोई किसी के साथ नहीं मरता हर कोई अकेला ही मरा है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Dil ka zakhm abhi tak hara hai Adami adhura hai Koi kisi ke saath nahi marta Har koi akela hi mara hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

आज डॉक्टर कहता है हमारे दिमाग का कोई इलाज नहीं कल ज़माना कहेगा फकीरा दी फ़कीर बादशाह साब आपका कोई जवाब नहीं फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Aaj doctor kahta hai Hamare dimaag ka koi ilaaj nahi Kal zamana kahenga FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB Apka koi jawaab nahi FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

जिसे भी फालतू और फुजूल बकवास सुननी हो वो जा सकता हैं गुलज़ार जावेद अख्तर या राहत इंदौरी की महफ़िल में ये दिल जलों की महफ़िल है यहां ज़ुबान पर भी वही आग है जो आग है दहेकते सिने में जो आग है सुलगते दिल में फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Jise bhi faaltu aur fuzool bakwaas Sunni ho Woh ja sakta hai gulzaar javed akhtar Ya rahat indori ki mehfil me Ye dil jalon ki mehfil hai Yahaan zubaan par bhi wohi aag hai Jo aag hai dahekte sine me Jo aag hai sulagte dil me FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB