Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 271
Dard Bhari Shayari
Ae zindagi tujhe chahaa tha humne... E zindagi tujhe jeena chahaa tha humne... kya maanga tha kya mila humein... Yu is qadar door to na rehna chaaha tha humne...
Sad Shayari
Aye DIL Mat Dhadka Kar Uske Liye Aye DIL Mat Dhadka Kar Uske Liye Qki Ajkal Uska DIL Kisi Aur K Liye Dhadak Raha Hai #SAGAR_R ? ? #BOXER?✍️
Beautiful Shayari
वो किसी एहसास  सी  सुकून की चादर मैं लिपटी हुई , मैं किसी ख़्वाब सा खयालो के दायरे में सिमटा हुआ।
Sad Shayari
Ab Tere Liye Kyun Hai Rona Ab Tere Liye Kyun Hai Rona Tu To Ab Kisi Aur K Sath Khush Hai Kya Park Parta Hai Tujhe Qki Ab Toh Mujhe Tere Bina Hai Jeena #SAGAR_R #BOXER?✍️
Love Shayari
मैने तुझे चांहा था तेरे प्यार के समंदर में डूबकर। जिन्दगी का हर ख्वाब अधूरा सा रह गया तेरा साथ छूटकर । लोग तो यूं ही कहा करते है कि हर मर्ज की दवा मिल जाती है। लेकिन मै कैसै मान लूं कि वो सीसा जुड जायेगा जो कल टूटा था भरी महफिल में उसके हाथों ्से छूट कर
Sad Shayari
Tere Liye Ab Kya Hai Rona Tere Liye Ab Kya Hai Rona Tu To Kisi Aur K Sath Khush Hai Aur Mein Apne Dil k Dard K Sath Khush #SAGAR_R #BOXER?✍️
Hindi Shayari
Aaj mere mulk mai kya hogaya Mere mulk ka secularism kaha kho gaya Ab baat hoti hai toh sirf apne apne dharam ki Halaki baat honi chahiye netao ke karam ki Wo neta humare bich daraar dalte hai Aur hum bewakoof apas mai galat fehmi palte hai Isliye chod do ye fark aur aajao ab saath Dikhao inko apni taaqat pakad ke sabka haath Kranti ki jwala ab fir humey laani hai Puri duniya ko netao ki kahani ab sunani hai Hindu Muslim sikh aur isaayi sab ek hai Aur vahi ye baat samjege jinka dil nek hai
Impress a Girl
ye na kaho ki hum tumhe milenge nahi aur bekarar kar denge kahna hai to bs etna kah do ki hum kisi aur ke hain abhi entjar karo to ye janam kya cheej hai hum sato janam tere intjar me gujar denge
Life Quotes
sudhar jao ye bat to hamse bachpan me hi kaha karte the log nasha jam se jyada hota aankho se peene mein kaha krte the log par hum nahi mante the jab aaj teri aankho se chhalkta jam piya to pata chala ki sach hi kaha karte the log

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗