Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 270
Bewafa Shayari
हम भी रोज तेरे इंतज़ार में वही जाते है, जहां अक्सर खड़े होकर हम साथ रोया करते थे, आज भी तेरे जाने के बाद वह दो फूल मिल जाते है
Attitude Shayari
याद भी तेरी ऐसी आती हैं जो भुलाए ना भूले जाती हैं, नफ़रत भी इतनी कि मैंने तुमसे जो रोज रात को ही आती हैं,
Sad Shayari
Is Duniya K Logo Ne Mujhe Itna Rulaya Hai Ki Ab Is Duniya K Logo Se Mujhe Koi Sikayat Hi Nahi Hai Shikayat To Hai Apne Us Khuda Se Jinhone Mujhe Is Duniya Mein Bheja Hai #SAGAR_R #BOXER?✍️
Sad Shayari
Tune Kya Samjha Tha Mujhe Tune Kya Samjha Tha Mujhe Tu Phir Se Ayegi Mere Sath Time Pass Karne Aur Mein Karne Dunga Tu Mar V Jayegi Na To Mujhe Koi Fark Nahi Aayga #SAGAR_R #BOXER?✍️
Sad Shayari
Zindagi V Kitni Be Rukhi Hai Pal Me Hasati Hai Or Pal Me Rulati Hai Par Yeh Zindagi Ki V Koi Galti Nahi Hai Janab Ye To Waqt Hai Jo Zindagi Jine Ki Salikha Sikhati Hai #SAGAR_R #BOXER?✍️
Beautiful Shayari
Aaine me bhi dekhu to tujhe hi paane laga hu, Kuch chup sa bhetu to khwab tumhare bune laga hu, Dua me bhi sirf tujhe hi mangne laga hu, Main tumhe chahne laga hu.. Subah se lekar raat tak intehzar tera hone laga hai, Tu na mile toh dil bechain rehne laga hai, Khuushiyon se kuch pyara nata dil bunane laga hai, Yeh dil tumhe chahne laga hai
Love Shayari
Kismat mein Na Ho to bhi tujhe pane ka kam tu mujh per chhod de, Mujhe hasil krne ka jikr tu bhi Dil mein odh de, Hoti hai khushi ab to tu mera ho jayega kabhi, Ruh me basi hai tu aa to ja samjaunga batein sabhi..
Sad Shayari
Hum Ghatiya Log hai Sahab Ghatiya Log Se Dur Hi Rahena Chahiye Qki Humlog Apne Matlab K Liye Kisi K Feeling's K Sath Nahi Khelte #SAGAR_R #BOXER?✍️
Hindi Shayari
Humari Zindagi Ish Tot Ki Tarha Hai Jab Kacha Raheta Hai Tab Sab Koi Todna Chate Hai Aur Jab Pak Jata Hai To Khud Hi Tut K Gir Jata Hai #SAGAR_R #BOXER?✍️
Love Quotes
Kya Likhu Mein Tere Bare Mein Tujhe Jab se Dekha Hai Tabse Kuch Apnapan Sa Lagne Laga Tha Mujhe Kya Pata Tha Meri Life Meri Humsafar V Tu Hi Hogi I LOVE U JANUA #SAGAR_R #BOXER?✍️
Sad Shayari
Tera Har Nokh Jhokh Mujhe Pasand Hai Tera Rokna Tokna V To Mujhe Bhut Pasand hai Jab Tujhe Se Door Rahti Hu To Rahe Nahi Pati Tere Bina Tab Tujhe Mere Pas Na Hona Mujhe Bhut Tadpata Hai #SAGAR_R #BOXER?✍️

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗