Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 39
Dard Bhari Shayari
Teri Bheegi Palkon Se Aansoon Chura Lenge Hum.......... Apni Yaad Se Tere Har Pal Ko Saja Denge Hum............ . Pass Rahne Se Hi Pyar Sacha Nahin Kahlata........ ...... Door Rah Ke Bhi Pyar Nibhana Jante Hai Hum..........!
Dard Bhari Shayari
Ho Raat Akeli Pichlay Paiher, Aur Chand Gagan Mein Aa Jaye, Tum Chand Ki Manind Tanha Ho Yeh Baat Tumhe Tarpa Jaye, Kuch Khuwab Saja Kr Palkoun Pe, Tum Chand Se Baatein Kar Laina Hum Yaad Tumhe To Krte Hain, Tum Yad Hamein B Kr Laina, Kuch Bat Na Ho Jab Aise Hi Num Ankh Tmhari Ho Jae, Tm Bat Kahin Pr Krte Ho, Dil Or Kahin Pr Kho Jaye, Jazbat K Aise Alam Mei Muskan Labon Pr Bhar Laina, Hm Yad Tmhe Tu Krte Hen, Tm Yad Hume Bhi Kr Laina
Dard Bhari Shayari
Kaisi Ye Aahat, Ye Kaun Si Ghadi Hai Dil Mein Hai Chahat, Aankho Mein Nami Hai Wo Aaye Is Tarah Ki Bhool Gaya Main Sab Kuch Wo Gaye Is Tarah Ki Mehfil Sooni Padi Hai Judai Ke Gam Mein Hue Khaak Aise Hame Dosto Ki Jaroorat Padi Hai Peene Ki Hamko Kabhi Thi Na Aadat Par Aaj Pilaane Mohabbat Khadi Hai Tanha Sa Rahna, Hame Tha Na Pyara Par Aaj Jindgi Hi Tanha Hui Hai.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗