Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 62
Dard Bhari Shayari
Apne khwabo ki tabir ki khatir Mera chhota sa sansar kyon ujar dala Yaad kar wo din ek isare par maine Bhari mahfil mein tujhe apni dulhan bana dala Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne Mujhe beijjat aur badnam kar dala Maine hamesha tujhe pyar kiya hai Par tune khun ke aansu rula dala Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main Par tune mujh se bewafai kar dala..... .........I Hate You SeeMa
Dard Bhari Shayari
Galat Fahmiyon Ne Kar Di Dono Mein Dooriyan Paida, Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi !! Apne Apne Raston Pe Dono Ka Safar Jaari Raha, Ek Lamhe Ko Ruka Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi!! Chahty Dono Bohat Ek Doosre Ko Hain Magar, Ye Haqiqat Maanta Tu Bhi Nahi, Main Bhi Nahi..!!
Dard Bhari Shayari
हमने ये शाम चराग़ों से सजा रक्खी है;​​आपके इंतजार में पलके बिछा रखी हैं; हवा टकरा रही है शमा से बार-बार;​​ और हमने शर्त इन हवाओं से लगा रक्खी है।
Dard Bhari Shayari
Chandni se chamakti is raat mein, ek khushboo si hai har baat mein, hai sitaare mere kadmo ke tale, Ek ehsaas hai aaj unki har aahat mein, paas aake bhi kyu hein duriya, koi pyasa hein kyu barsat mein. `kkk

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗