Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 71
Love Shayari
Aapke hone se hamaari khushi judi huyi hain Aapki aankho se hamari roshni judi hui hain Mat karna dur apne hotho se ye muskurahat Aapki in hansi se hamari zindagi judi hui hain
Love Shayari
Aye Ajnaabi.. Na Jaane Kyu Aapse Baat Karna Accha Lagta Hai.. Na Jaane Kyu Aapse Pyar Karne Ka Mann Karta Hai.. Shayed Mere Dil Ko Aapse Pyar Ho Gaya Hai.. Par Na Jaane Kyu Izhaar Karne Se Darr Lagta Hai..by arun deewana
Love Shayari
जब तनहाई में आपकी याद आती है, होठों पे एक ही फरियाद आती है, खुदा आपको हर खुशी दे, क्यों कि आज भी हमारी हर खुशी, आपकी खुशी के बाद आती है.
Love Shayari
ये रात में मोटरसाइकील के पीछे कुत्ते ऐसे तेजी से भागते हैं, जैसे . . . . अगले चौराहे पे 2 झापड़ मार के गाडी छीन ही लेंगे
Love Shayari
Aye bärish zärä thäm ke bäräs$$$ Jäb merä yäär ää jaye to jäm ke bäräs$$$, Pehle na baras ki woh aa na säkeëëë, Phir itna baras ki woh ja na säkeëëë.
Love Shayari
Zara tham tham k barsa kr abhi itna na rotha kr Abhi to dur hai manzil Abhi khud ko na tanha kr Teri ankhen samandar hain Samandar ko na sehra kr Mera dil doob jata hai Mujhe aise na dekha kr Hawa mujhse kahe pagal Na yun raston me betha kr Wo 1 din chor jaye gi Usey itna na chaha kr.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗