Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 72
Love Shayari
●» Apni Saanso Me Abaad Karte Hain Tumko.... ●» Mere Sanam Hum Bahut Yaad Karte Hain Tumko.... ●» Zindagi Me Tum Nahi To Kuch Bhi Nahi.... ●» Apni Zindagi Se Badhkar Pyar Karte Hain Tumko....!! ..
Love Shayari
Fizao ka mausam jane par, baharo ka mausam aaya, Gulab se gulab ka rang tere gaalo par aaya. Tere naino ne kaali ghata ka kajal lagaya, Javani jo tum pr chadi to nasha meri ankho me aaya.
Love Shayari
Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain, Tamaam umr tere naam karne ka dil karta hai Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki, Tuje ghazal banake juban pe lane ka dil krta hai
Love Shayari
कभी किसी से प्यार मत करना! हो जाये तो इंकार मत करना! चल सको तो चलना उस राह पर! वरना किसी की ज़िन्दगी ख़राब मत करना!
Love Shayari
Nazren Na Hoti To Nazaara Na Hota, Duniya Main Hasino Ka Guzara Na Hota, Hamse Yeh Mat Kaho Ke Dil Lagana Chhod De, Jaake Khuda Se Kaho Ke Haseeno Ko Banaana Chhod De.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗