Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 73
Love Shayari
Shaam Dhalte Hi Palke Bheegona Chod Diya, Uske Yaad Me Gunguna Chod Diya, Bewajha Muskurana Chod Diya, Ab To Itne Nafrat Ho Gyi Muhbat Ke Naam Se.. Apna Rootha Dil Ko Bhi Manaana Chod Diya..!
Dard Bhari Shayari
खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नहीं ... तेरा अंदर का दिल के दर्द का भी कोई जवाब नही .. खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नही... खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही... तेरा भीगी हुआ आंखो की नमी का भी कोई जवाब नंही खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही... तेरा तमन्हा पूरी ना होना का भी कोई हिसाब नहीं खुबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही... खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही... हस्त हुए चेहरा के पीछे की खामोशी का भी कोई जवाब नंही... खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही... खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नंही... चमकता हुआ चेहरा के पीछे के अंधेरी दुनिया का कोई जवाब नंही.... खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नहीं... खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा कोई जवाब नही... तेरी हसीन झुल्फो के पीछे छुपा हुआ उलझन का भी कोई जवाब नही... खूबसूरत तो बहुत हो तुम तेरा क…
Love Shayari
Kissi Pathar Mein Moorat Hai Aur Koyi Patthar Ki Moorat Hai Dekha Hai Humne, Duniya Khubsoorat Hai Kuchh Bhi Soche Yeh Zamana Magar Mujhe Teri Zaroorat Hai Tujhe Meri Zaroorat Hai.
Love Shayari
Is Qadar Ehsason Ki Shamma Jalti Rahi Ki Saari Raat Teri Yaad Mein, Dhalti Rahi, Raat Bhar Behti Rahi Soch Ke Sagar Mein, Tu Aur Koi Hasrat Si Jaise Dil Mein,Palti Rahi !!
Love Shayari
Unki Khatir Aaj Khuda Ki Khudayi Dekhte Hai, Unko Yaad Karne Ke Liye Tanhayi Dekhte Hai, Log Hume Yu Hi Paagal Samajhte Hai, Jab Jab Hum Andhero Me Apni Parchayi Dekhte Hai.
Love Shayari
Apne Is Dil Ke Mehal Me Teri Hi Tasveer Lagaungi Apne Palkon Pe Sanam Tere Hi Khwaab Sajaungi Tu Ek Baar Azma Ke Dekh Tere Dilme Bas Jaungi Mai To Pyar Ki Pyaasi Hu Tere Aagosh Me Mar Jaungi..!
Love Shayari
Mohabbat Humse Na Hogi?? Suna Hy Is Mohabt Me Bohat Nuksan Hota Hai Mehakta Jhoomta Jevan Ghamo K Naam Hota Hai Suna Hai Chain Kho Kr Wo Sehr Se Sham Rota Hai Mohabbat Jo B Krta Hai Bohat Bdnaam Hota Hai Mohabbat Humse Na Hogi
Love Shayari
Chand ne Chandni bikhraate hue poocha, Apne Husn Par Zara Itraate hue poocha, Kon hai yaha jo mujhsa haseen hai? Duniya mai aisa koi nahi hai, Mene kaha mera mehboob tujhse haseen hai, Jo baat usme hai tujhme bhi nahi hai Baadlo se teri Chandni Chhip Jaati hai, Wo jidhar dekhle roshni ho jaati hai....
Love Shayari
ye msg sirf aur sirf ""Tumhare "" liye hai, aur kisi ka haq nhi bnta :-- hamari "ishq" ki dukaan hai "ishq" le jaya karo kabhi rona nhi hardam mushkuraya karo hum lete nhi paise "ishq" ke badle ... bas apne sare gum hame de jaya karo
Love Shayari
Main usay kaise aikaila chor don is rah main sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi. ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi rafta rafta us ko bhi ye duniya ra’as aa gye muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi fasly kb kum howay hain rabton k bad bhi ajnabi thay ajnabi hain “mohabbaton” k baad bhi

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗