Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 2
Love Shayari
एक अजीब सी दौड़ है ये ज़िन्दगी, जीत जाओ तो कई अपने पीछे छूट जाते हैं, और हार जाओ तो अपने ही पीछे छोड़ जाते हैं।
Love Shayari
Sweetheart! u r so beautiful, my love 4u will always b true, here’s a wish 4 my darling.. may all your dreams come true I wish u a very happy birthday. with lots of love and kisses.. from a heart that beats.. just 4 you.......
Love Shayari
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay, Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo Manzil ab bus aa hi jaati hay
Love Shayari
Fiza Mein Mehakti Saam Ho Tum.... Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum.... Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari... Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum...
Love Shayari
Shanti se padna fir rply krna.100 red roses is duniya me h.Usme 99 red roses abi busy h & 1 ye msg padh raha h.Y msg aap unko send kro jinko aap Dilse frnd mnte ho +ME.Jitne msg vapas aye us number ka sentence padho.1)apko parents ki support hai2)apke frnd ko apke sath sirf hamdardi hi h3)apke frnds aapko bahut pasand krte hai.4)koi hai jo aapse silent love krta hai.5) 5 se jyada aaye to koi aapko paane k liye baghwan se pray krta h.rply.
Love Shayari
""""GHAZAL"""" Khat Kikh Rahi Hoon Ehd-E-Mohabat Ko Tour Kar....! : Kaghaz Pe Aansoun Ki Jagha Chor chor Kar....! : Tu Fikar Mand Q Hai Mere Dil Ko Tour Kar....! : Main Khud Hi Jaa Rahi Hoon Teri Duniya Ko Chor Kar....! : Kal Raat Likhne Bathi Ghazal Tere Naam Ki....! : Alfaaz Samne Kharre The Haath Jour Kar....! : Main Jis Main Dekhti The Tera Aks Aye Jana : Tu Ne Hi Rakh Diya Wo Aaina Tour Karrr....
Love Shayari
Uske Liye Sari Duniya Se Bagawat Ki Thi, Yaad Aata Hai Maine Bhi Mohabbat Ki Thi, Usko Chod Ke Haste Huye Ghar Aakar, Itna Roye The Ki, Aankho Ne Bhi Shikayat Ki Thi....
Love Shayari
Ek khwaish sirhane rakh do, Aaj mujh pe inaayat kar do, Zara chupkey se khaamoshi se, Tum izhaar-e-mohabbat kar do Khud ko kar ke deewana sa, Mera pyaar amar tum kar do, Main pyaas me dooba sehra hun, Tum mujh ko samandar kar do, Main yu hi phirta hun dar-ba-dar Tum khud ko meri manzil kar do.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗