Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Beautiful Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
237 piecesLatest published writing · Page 9
Beautiful Shayari
Aey khuda itna bhi kya maang liya maine... Ki tu mujhe rulaye chala ja raha hai... Ik Mohabbatein lamha hi toh manga tha, kaunsa waqt ke panno se jagir mangli.. Ki tu waqt bitaye chala ja raha hai..?
Beautiful Shayari
खुशबू गाँव में नहीं गाँव की मिट्टी में होती है। वो बात और किसी के पत्र में कहां जो बात गाँव से आई माँ की चिठ्ठी में होती है।
Beautiful Shayari
वो लम्हे न रहे वो मौसम न रहे । हम हम न रहे तुम तुम न रहे। अगर जिन्दा रहेंगे तो सताऐंगे तुम्हे इसलिए दुआ करोवो खुदा से कि अब हम न रहे।
Beautiful Shayari
Bahut dino baad apna khayaal aaya...! Khayaalon mai khud ko dosto ke beech paaya..! Inhi puraanhi yaadon ko jeene ke liye... shayaribooks pe aap sab se baat karne aaya..!
Beautiful Shayari
Ek din mila apne khwaab mai khwaab se, Par khwaab to khwaab hi hote hain..! Khwaab mai hi unse baat hui khwaabon ki..! Wo aaye bhi aur chale gaye khwaabon mai..!
Beautiful Shayari
Bhor hui chakshu khuli nai Chetan aayee..! Sheetal pawan ke jhoko mai nai bhor aayee..! Ye kya vraksha bheege dhara bheege. . Sab dekh samajh aaya nisha mai Barkhaa aayee..! Kai diwas nisha mai bheege the hum paseeno mai, Ye Barkham to sang apne marham layer. .!
Beautiful Shayari
Thak gaye hain lock ko baar baar down karte karte. .. Ungliyaan dukh gayee hain message karte karte... Kuch log to aise hai jo thak ke Khamosh ho gaye.. Lagta hai kabhi Kabhi kahi wo chale to nai gaye lock up ka intezaar karte karte
Beautiful Shayari
Jab jab jab jab jab jab bhi yaad kiya... Tab tab tab tab tab tab aapka message aaya.... Kab kab kab kab kab kab tak message par sab milnge. . Kitne kitne kitne kitne kitne kitne arse baad keh paayenge koi mehmaan aaya
Beautiful Shayari
Rimjhim baarish ki boondein saawan ka ehsaas kara rahi hain... Wo beete lamhon ka deedaar karwa rahi hain... Esa lagta hai mano achaanak sukhe registaan mai.. Baadal ki kaali ghataa thandi pawan khushi ka ehsaas dil rahi hai.....!
Beautiful Shayari
Ae swapn tum pramaan ho meri unnati ka.. Ae swap tum pramaan ho mere hone ka.. Swan bina zindagi adhuri hoti rang kam hote, Ae mere swapn mere liye to tum khushi ki khaan ho.. Chaahe ho koi bhi lamha zindagi ka, Mere swapn tum us lamhe ko jeene ka pramaan ho..! Zamaana kehta hai swapn wale hote hain mungerilal, Use bhi mashhoor karne mai usek liye swapn tum vardaan ho..! Ab tum hi bataao e sab dosto swapn bina bhi koi zindagi hai, Swapn se hi sansaar mai bahut kuch hua isliye swapn ka sammaan ho...!
Beautiful Shayari
ar ghari har lamha ae khuda hai udhaar tera.. Tune sab diya hath jod shukriya tera.. Jaante hain tu sab dekha hai, Hai hazir teri seva mai is kaaynaat ka har shaks tera..!
Beautiful Shayari
Ek din mila apne khwaab mai khwaab se, Par khwaab to khwaab hi hote hain..! Khwaab mai hi unse baat hui khwaabon ki..! Wo aaye bhi aur chale gaye khwaab mai..!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗