कोई कहता है प्यार नशा बन जाता है, कोई कहता है प्यार सजा बन जाता है, पर प्यार करो अगर सच्चे दिल से, तो वो प्यार ही जीने की वजह बन जाता है…
इस अदा का में किया जवाब दु आँखो में बसा तुम्हारे किया ख्वाब दु अच्छा सा फूल होता तो माली से मंगवता जो ख़ुद गुलाब है में उसे में किया गुलाब दु
कहाँ कोई ऐसा मिला जिस पर हम दुनिया लुटा देते, हर एक ने धोखा दिया, किस-किस को भुला देते, अपने दिल का ज़ख्म दिल में ही दबाये रखा, बयां करते तो महफ़िल को रुला देते
हमें न मोहब्बत मिली न प्यार मिला; हम को जो भी मिला बेवफा यार मिला! अपनी तो बन गई तमाशा ज़िन्दगी; हर कोई अपने मकसद का तलबगार मिला!
वो रात दर्द और सितम की रात होगी, जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी, उठ जाता हूँ मैं ये सोचकर नींद से अक्सर, कि एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी
Tu mere naseeb mein Nahi hai kyunki mujhe Tera pyar aur bharosa chahiye tha aur tune mujhe meri aukat dikha de
Maine tujhe apna khuda mana aur tujhe bharosa Kiya kyunki Mera khuda Tu tha aur aaj bhi hai log toh hamesha khuda ko bharosa karte Hain lekin Mai sirf tujhe bharosa Karti hoon
Tere Bina Kuch bhi Aacha Nahi lagta, Baarish ka Ruk kar aana Aacha Nahi lagta Tere Bina saawan Ka aa jana Sacha Nahi lagta Tu aa jaye phir ek baar, aa jaye ek baar phir bahar Jeewan Ka ye fasana, ye din suhana Aacha Nahi lagta
Waqt se ladkar pareshaan Nahi hoon main Har waqt intazaar ke pal se hairaan Nahi hoon main Waqt ne hi Tera saath choodaya Hai Ye waqt hi Tera saath dilayega
Ruk Ruk kar Jo Teri Yaad aati Hai Dil bhi sama Nahi sakta Yaadoon Ka sailaab Sab ek saath
Sham bhi Bhool chuki thi Apni pehchaan Subah Ko bhi Nahi tha Apna Pata Tere Na hone se mausam pe ye kayamat Aayi Suraj Bhi Nikla to Baarish ke saath
Saath Chalne ki baat Hai Haanth main haanthon main Ho Na ho Raat dhalnain ki baat Hai Chaah Milne ki tabdil mulakatoon main Ho Na ho Toofan to gujar Jayega tere saath hone se Zikra uskamukadar Ka baatoon main Ho Na ho
Tujhse haar kar baitha hoon Bazi thi Dil ki Phir khelne ek baar baitha hoon Jaanta hoon daav Kya hoga Tera Jaan kar bhi tere liya.. Haar ko taiyaar baitha hoon
Teri Yaado ko jooda to Kuch pal Kam mile Ruswayi main bita diye Jo saawan Kam mile Zindagi ki bhaag main phirta Raha main kyoun Kyoun Na socha kismet se Pahle Jo Na tum mile
Mujhe Thoda Kam chahiye Tha Ek humsafar Nahi ek humdum chahiye Tha Teri Sirf Khushi Nahi, saara gum chahiye Tha Teri kismet sawaar doon wo khuda Ka fan chahiye tha
Vinod is offline
Shivam is offline
lalit is offline
sudhir is offline
akshay is offline
SusanMog is offline
Shanordisy is offline
Angel is offline
Namita is offline
Priyanka is offline
harsh kr is offline
Rohit is offline
Waseem is offline
Sandeep is offline
Khadimali is offline
Please Login or Sign Up to write your book.