Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Beautiful Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
237 piecesLatest published writing · Page 10
Beautiful Shayari
Ye lamha hum soch raahe hain , kya the kya ho gaye..! Kya paane nikle the ye kya le aaye..! sach bataa tu is jahaa mai hai bhi ya nahi e khuda,' Itna hone par bhi kyu tujhe reham na aaye..!
Beautiful Shayari
Ek din aise hi ghar ke aangan mai chidiya ko dekha..! Uski chanchal addayein, wo sheeshe pe choch marna..! Ye sab kudrat hi to hai jo itni sundar hai, Bahut khoobsoorat hain ye vaadiya, ped or kharna..!
Beautiful Shayari
Ae dost humne tujhse kya maanga tha sirf bharosa.... Tune diya bhi par peeth mai khanjar ghop diyaa... Tab bhi na samjhe the ye kya hua, kyu hua, Thak gaye soch soch ke, tu hi bataa, tune ye kyu kiya..!
Beautiful Shayari
Wo aaye, aakar chale gaye dekhte dekhte..! Kambakht unki aadat lag gayee..! Hum sochkar, sochke, sochte chale gaye ye kya hua..! Itne mai hi kambakhat ye zindagi nikal gayee..!
Beautiful Shayari
Ek nazaara dikha wo zannat se kam na tha..! Har aur khushhaali thi, gham ka manzar na tha..! Jab bhi tumhaare dimple, muskurahat dekhi, Jo ho gaya aar paar humare, tumhari nazar ka khanjar tha ..!
Beautiful Shayari
tum chalti ho to duniya chalti hai.. tum chalti ho to duniya chalti hai.. Tum hastee ho to duniya hastee hai tum hasti ho to duniya hasti hai Aisa roop delha nahi pahele kabhi.. Tumhare ishare pe ye kaaynaat chalti hai
Beautiful Shayari
हमें सीने से लगाकर हमारी सारी कसक दूर कर दो, हम सिर्फ तुम्हारे हो जाऐ हमें इतना मजबूर कर दो।
Beautiful Shayari
Main gussa hu tumse... Jab tumhara man ho tb bat kro... Jab man na ho nhi krte... Bahut man hota hai, tumhe sunane ki... Fir yhi sochti hu.. Pyar krti hu.. Tumse Intezar hi kr lu... ??
Beautiful Shayari
भीगे ज़मीन आसमान हो मगर, सूखा रहा एक मेरा ही घर, दुनिया है तेरी निगाहों में, बस तुझे मैं ही ना आया नजर।

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗