Latest Shayari

lakh koshish kar le ye duniya meri aukaat batane ki meri aukaat sirf mai jaanti hun duniya to sirf andaaza laga sakti hai...............

kabhi ask rooth jaye to kya karoge kabhi khaab toot jaye to kya karoge ye zindagi hai sahab koi dhokha de jae to kya karoge............................... Ishita Singh.....

Posted On: 21-09-2020

वजह तो नफरतों में तलाक की जाती है, जो बेवजह हो जाए वो मोहब्बत कहलाती है!

Posted On: 20-09-2020

थोड़ा सा इश्क हमें भी कर लेने दो.... सब नेक बन गए तो गुनाह कौन करेगा....

Musalman ro ro kar ghid ghida kar Khushiyon ki duaa mangta hai Magar phir bhi zyada tar musalmaan musibat mein ro ro kar adiyan ragad ragad kar zindagi guzaar ta hai FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB

जिंदगी में कभी किसी कि जरूरत मत बनना क्योंकि बनना है तो किसी कि कमी बनो जरूरत हर कोई पुरी कर सकता है पर कमी कोई नहीं पुरी कर सकता है।

Woh maullavi mujhe masjid me aane nahi deta Woh kahta hai tu sharabi hai Aur masjid khuda ka ghar hai Woh nadaan hai woh masjid ko khuda ka ghar samajh ta hai Main samajh ta hoon ke sari Kaynaat hi khuda ki masjid hai Jahaan chahe namaaz padh Jahaan chahe sajda kar Main bhi toh pareshaan hoon Mujhe bhi kisi kone mein baith Kar thodi si sharaab piney dena Aye Namaazi FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB 19/09/2020

Haathi zinda hai toh laakh ka Mar gaya toh sava laakh ka Insaan zinda hai toh mitti ka Mar gaya toh khaakh ka FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAAH SAAB 19/09/2020

Posted On: 19-09-2020

Tere Aane se Meri bikhri hui jindagi smbhal gayi😁 Tha kya mai phele aur tu ab mujhe kya bnagayi Na phele kisi ko itna chah 🤪 Na mai phele kisi le kiya itna tadpa Door hoke mujh se jitna tu tadpagayi 😛 -Shayar Kumar

Posted On: 17-09-2020

Happy Bishwakarma स्वर्ग बनाया था सत्ययुग में, सोने की लंका बनाई त्रेता युग में, द्वारका नगरी बनाई द्वापर में, और कलयुग में भारी से भारी मशीन बनाने में हमारी मदद कर रहे हैं!

Posted On: 16-09-2020

अहम की अकड़ ज्यादा चल नहीं सकती, मौत की घड़ी कभी टाल नहीं सकती, लूट की दौलत भले ही जमा कर दो, पाप की कमाई कभी फल नहीं सकती!

Teri Dhadkan hi zindagi ka kissa hai mera, Tu Zindagi ka ek aham hissa hai mera, Meri Mohabbat tujse, Sirf lafzo se nahi hai, teri Ruh se ruh tak ka Rishta hai mera

Posted On: 15-09-2020

मोहब्बत तो हमेशा से आसान रही है, इसे जिस्म से जोड़कर लोगों ने पेचीदा बना दिया !!

जिसकी जैसी नियत उसकी वैसी कहानी, कोई परिंदों के लिए बंदूक, तो कोई परिंदों के लिए पानी रखता है!!

Posted On: 14-09-2020

आंँखों में ना हमको ढूँढो सनम, दिल में हम बस जाएंगे !तमन्ना है मिलने की तो, बंद आंखों में भी हम नजर आएंगे!!