Kuch chalak aur makkar logo ne Apne fayde aur swarth ke liye Puri insaaniyat ko bewakuff aur Gulam bana kar rakha hai Dharm mazhab religion ke naam par
Kya din raat namaaz namaaz Ka Gaana gata hai aye mulla Ke zinda hai kitne log namaazey Pade bagyar Aur khush bhi hai aur kamyab bhi Hai aur nek bhi hai aur unki izzatBhi bahot hai aur unse kisi ko darBhi nahi lagta aur unse koi nafrat Bhi nahi karta hai
Kya din raat namaaz namaaz Ka Gaana gata hai aye mulla Ke zinda hai kitne log namaazey Pade bagyar Aur khush bhi hai aur kamyab bhi Hai aur nek bhi hai aur unki izzat Bhi bahot hai aur unse kisi ko dar Bhi nahi lagta aur unse koi nafrat Bhi nahi karta
बनाकर दिये मिट्टी के जरा सी आस पाली है , इनकी मेहनत भी ख़रीदो लोगों इनके घर भी दिवाली है.....✍️ ~भाई का छोटा भाई
Tu zindagi ko maut ke Panje se chudana chahta hai Arey nadan maut tujhe Zindagi ke panje se chudaye gi
Mana ke zindagi mein bahot dard hai Magar uss dard mein mazaa Bhi bahot aata hai dost
Zindagi chikhti hai chillati hai Shor machati hai Maut khamoshi se chupke chupke dabe paanv aati hai
Maut ka intezar hai Marne ki khushi hai Bas is baat par Ke unse milne ki ummeed hai
Ye shaher bada rangeen hai Yahaan har koi shaukin hai Yahaan chehre hai khile khile Par dil bada gamgeen hai
Hum bhi insaan they Sab kuch jalne ke baad raakh huye hai
Aap ke dukh hamare dukh se Bade nahi ho sakte Kyunki aap ko apne gham hai Aur hum ko zamane ke dard hai
Aye allaah kab tak amir ke ghar mein chaakri karega Kabhi gareeb ke ghar mein Aakar bhi kuch kaam kar
Aap apne dukhon se pareshan hai Hum ghame jahan se bezaar hai
Woh garib bad naseeb tha Woh ustad ae hunar tha Harfan maola tha Uski jholi mein kuch nahi raha Fata hua uska jhola tha
Hum se muqabala karne ke liye Kya kisi ki shamat aayi hai Insaanon se nahi humne kismat Se maat khai hai
Please Login or Sign Up to write your book.