Woh garib bad naseeb tha
Woh ustad ae hunar tha
Harfan maola tha
Uski jholi mein kuch nahi raha
Fata hua uska jhola tha
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Hum se muqabala karne ke liye
Kya kisi ki shamat aayi hai
Insaanon se nahi humne kismat
Se maat khai hai
Aye mere avtaar mere massiha
mere paigamber
Maza kya iss mein ke aap logo
Ke bhakt hi aap ko izzat bakshe
Maza toh tab hoga jab har koi
Aap logo ko izzat bakshe ga
Ghar hai toh kya
Aur mahel hota to kya hota
Ghar mein chaar paai par rota
Aur mahel mein hota to
Taqt par rota hota
Tum salaam dil se karo
Hum jawaab dil se denge
Zubaan ke salaam dua par
Ab aitbar nahi hota
Bahot dikhai apni shaan
Mandir masjid banai
Ek se badkar ek aalishaan
Insaaniyat ki raah mein
Kabhi banaya koi makaan
??Mat Rakh Hamse Wafa Ki Ummeed Ai Sanam,
Hamne Har Dam Bewafai Payi Hai,
Mat Dhoondh Hamare Jism Pe Jakhm Ke Nishan,
Hamne Har Chot Dil Pe Khaayi Hai.??
-Rãkeẞh pal jii
Rukha sukha khai ke
Thanda pani piyo aisa kahega
Jiska pet bhara hai
Woh tujhe baaton se chalega
FAKEERA THE GREAT
FAKIR BADSHAH SAAB
Imaan Imaan ki
kya baat karta hai
Insaaniyat kitni hai
Pahle ye bata
Masjidon se insaan abaad nahi
Insaanon se masjiden abaad hai
Kafiron ke dilon mein bhi
malik basta hai
Imaan sirf musalmanon ke
baap ki jayadaad nahi hai
FAKEERA THE GREAT
FAKIR BADSHAH SAAB
आज परेशान हूं कल सुकून चैन भी आएगा ,
ख़ुदा तो मेरा भी हैं कब तक रूलाएगा....✍️
~भाई का छोटा भाई
Aye musalma kya
sirf tu hi imaanwala hai
Kya kafiron ko dil nahi hota
Jab BABBAR SHER piche hatta hai
toh darr ya khauff ki wajah se nahi
Lambi chalang laga ne ke liye piche
Hatta hai
Saavdhaan
चुप रहें आह भरे चीख़ उठें या मर जायें ,
क्या करें हम कि साहब को मेरी ज़िन्दगी के गम की ख़बर हो जाए...✍️
~भाई का छोटा भाई
Mere sine mein khanjar
Utar do
Par mujhe makkar na kaho
Main desh ka wafadar hoon
Mere yaaron mujhe gaddar
Na kaho
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗