Kabira Rahman galib khusro mir
Kare akaash se bakhan
Hum sab ka guru FAKEERA THE
GREAT FAKIR BADSHAAH SAAB
Hum sab se FAKEERA mahan
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
बनने आये थे मेरा मरहम ,
जख़्म देखा तो लौट गए...✍️
*@छुट्टी*
~भाई का छोटा भाई
Zindagi na lambi honi chahiye
Na chaodi honi chahiye
Zindagi unchi honi chahiye
Gaheri honi chahiye
Koi batayega ke ye
Shaitaniyat nahi
to aur kya hai
Insaaf ke naam par
koi kisiki kalam kar de
Kitna zaher bhara hoga
Sajda kar kar ke
Logo ka mattha kala hua
Aye allaah magar afsos
Unke zahen mein ujaala na hua
Jahil se Abu zahil ho gaye
Malik ka shukar hai
Kabhi allaah se kuch
Nahi maanga
Na hi kabhi
kisi chiz ki ummeed rakhi
Na koi jannat hai
Na hi koi dozakh hai
Sab faltu ki bakwaas hai
Sab faltu ki bakbak hai
Sab padha tha
sab bhool gaya
Kuch yaad nahi
Har koi yahaan
Kisi na kisi ka gulaam hai
Yahaan koi azaad nahi
Waqt agar pade toh roti ki bhikh
maang lunga insaan ke paas
Par koi galey par talwar bhi rakhe
Toh duaa ki bhikh nahi maanguga
Kisi bhagwaan vagayra vagayra
Ke paas
जिंदगी के सारे दर्द मुझमे है भरे ,
बहुत परेशान हू मै कृपया तंग न करे...✍️
~भाई का छोटा भाई
Rishtey barkarar hai
Par mohabbat nahi rahi
Koshish karne se khuda
bhi mil jaata
Par tumhari ibadat ka
Tarika nahi sahi
पीने की capacity, जीने की strength, अकाउंट का balance, और नाम का खौफ कभी कम नहीं होना चाहिए
Be yourself; everyone else is already taken.
Rakesh pal
Jitni rangeen thi zindagi
Utni hi gamgeen ho gayi
Jab se jaannashin kho gayi
Aahista aahista aur sangeen
ho jayegi
Bahot koshisey karte hai log
Apne kalaam mein mithas lane ki
Magar dil mein itna dard bhara hota hai
Ke kalam se bhi kadwas hi nikal ti hai
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗