Ishwar allaah god vagyara
vagyara sab bina matlab ke
mahez kore shabd hai
Inse kuch magna kuch pane
Ki ummeed rakhna jahaalat ki
Had hai
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
छुट्टी भेज दो यार ,
अपना भी है एक छोटा सा परिवार ,
क्या मुझे अच्छा नहीं लगता गांव घर,
या मैं ऐसे ही घूमता रहूं दर बदर ,
कभी इधर कभी उधर कभी वहां जाना है ,
घर वाले पूछ रहे हैं छुट्टी कब आना है ,
क्या बोलूं घर वालों को कि नहीं मिल रहा है अवकाश ,
जब आऊंगा छुट्टी तो समय हो जाएगा पास ,
ये रख लो अपना तामझाम
मुझे घर की याद आ रही है ,
साहब मुझे छुट्टी भेज दो
अब मेरे इधर ट्रेन जा रही हैं ,
पहले तो बोले थे हो जाने दो ADM ,
बंदो को छुट्टी भेज दूंगा कम से कम ,
साहब जो बोले थे वो बात अब कहां रही ,
साहब मुझे छुट्टी भेज दो मां की याद आ रही ,
मां चिंतित है गांव में कि तू इधर उधर कहां जाता है ,
अब तो तुझे भी चार-पांच महीने हो गए छुट्टी क्यों नहीं आ जाता है ,
अब मां को कैसे समझाऊं कि यहां छुट्टी मिलना इतना आसान नहीं ,
मैं अकेला बंदा यहॉ छुट्टी से परेशान नही ,
सबकी मॉए हैं सबको घर की याद आती है ,
मैं तो झूठ बोलकर भी आ जाऊं मॉ छुट्टी
पर यहाँ फर्ज निभाने वाली बात आ जाती हैं ,
मां…
Love your life whether the time creates obstacles in your way.
वाह क्या वक्त चल रहा जो हम खड़े रहते हैं सारी सारी राते ,
दिन में सोना मुश्किल है और रातो मे हम सो नहीं पाते... ✍️
~भाई का छोटा भाई
Man Meri Rahon ka to Basera ban gayi ,Jab Bhi Main andheron Mein Raha vah Man Tu Savera ban gai,, Is Duniya Mein Aaya Main Kuch Is Tarah,, Mere Har Ek Dard Ka Tu Sahara Sahara ban gayi,,
Aye zindagi tera matlab kya
tera maqsad kya
Teri hadh kya
Teri sarhadh kya
बिता देंगे त उम्र तेरी इंतज़ार में तेरी खिड़की के,
बस एक बार झरोखों से दीदार करा दे अपना।
Kya din bhar namaaz ka Gaana gata hai
Kya din bhar allaaho akbar chillata hai
Jo allaah ko yaad bhi nahi karta hai
Allaah ka naam bhi nahi pukaar ta hai
Uska bhi daana paani chal jaata hai
Tu koi duniya ka malik nahi hai
Kyun apne aap par itrata hai
Uchaai par chad ke loudspeaker par
Allaaho akbar allaaho akbar chillane se
agar kudrat khush hoti to
Toh insaan par itni apattiyan vipattiyan
Sankat musibat pareshaniyan kaher bimariyan dukh taklif aafat zalzaley sukha
Bhukhmari sailaab toofaan sab nahi aate aur khas karke corona virus jaisi mahamari
to kabhi nahi aati
Toh maherbani karke kisi bhi gumaan mein
Na rahe
Ke tumhare kuch karne ya padh ne se sansaar ka nizaam chalta hai
Hosh mein aao FAKEERA THE GREAT
FAKIR BADSHAH SAAB JO CHAHTE HAI
WOH HI ISS SANSAAR MEIN HOTA HAI
Zindagi jeene ke liye mili hai
Usey khulkar pyaar mohobbat se guzaar
Ye namaaz roze tilawat puja path prayer
Vagaira vagaira mein waqt barbad na kar
Geet gaa sangeet suun nach jhoom mauj
Mana issi madhyam se kudrat ko pukaar
Khud bhi jeeo aur auron ko bhi jeene do
Tu kab kaisi tu kab kya
Aye zindagi tera maqsad kya
tera matlab kya
Zinda rahne ki vaje nahi pata
Bas zinda rahne ke liye hi zinda hai
Har zakhm ka marham hai
Har dard ka ilaaj hai
Bas maut hi aisi hai
Jo la ilaaj hai
Aisa bana kar rakha ho
ya waisa bana kar rakha ho
Chahe jaisa bhi banakar rakha ho
Zindagi toh bas unhi ki hai
Jinke baap dadaon ne
Paisa banaakar rakha ho
Jis paap se darta tha wohi paap nikla
Arey gandul samajh ke pakda tha saanp nikla
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗