इस फरेब की दुनिया में,
मुझे दुनियादारी नही आती,
झूठ को सच साबित करने की,
मुझे कलाकारी नही आती,
जिसमें सिर्फ मेरा हित हो,
मुझे वो समझदारी नही आती,
शायद मैं इसीलिए पीछे हूं,
कि मुझे होशियारी नही आती,
बेशक लोग ना समझे मेरी वफादारी,
मगर मुझे गद्दारी नही आती ,
इसीलिए मैं भाई का छोटा भाई लिखता तो हू,
पर मेरी लिखी बात में समझदारी नजर नहीं आती.....✍️
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
जिन्दगी के इस उतार चढ़ाव में तुम मेरे ठहराव हो महादेव
Kisi ko bahot kuch milta hai
Kisi ko kuch nahi milta hai
Jiski jaisi kismat jaise naseeb
Sab ko yahaan
sab kuch nahi milta hai
छुट्टी भेज दो यार....✍
~भाई का छोटा भाई
Every moment with you was pleasant.Now Your memories are the support of my life.
Regards
Prince Sony
चिखुं चिल्लाऊं मज़ाक बन जाऊं ,
इससे बेहतर है अंदर ही अंदर रोऊं और मर जाऊं...✍
~भाई का छोटा भाई
Jitna Namaazi ke liye
Masjid ka martaba hai
Utna hi sharabi ke liye
Maikada mukaddas hai
FAKEERA THE GREAT
FAKIR BADSHAH SAAB
Shayari aisi likho jo asaani se
Samajh mein na aaye
Jo baat samajh mein na aaye
Ussey log phalsafa samajhte hai
Aur uss ki badi tariff hoti hai
ज़िंदगी के तजुर्बे ने एक बात सिखलाई है ,
नया दर्द ही पुराने दर्द की दवाई है....✍
~bhai Ka Chhota bhai
Dost se wafa ki ummeed
Karta hai
Bhai ke salaam ka jawaab
Nahi deta
Andhere mein hum ko
Aur junoon aata hai
Dar bhi hum se ghabrata hai
Khauff bhi hum se khauff
Khata hai
Log na jane kaise khil khila
Kar haste hai
Idhar muskuraye hua ek arsa
Ho gaya
कोई कांधे पर कमली ओढ़ कर
घूमता था
फ़कीर बादशाह साब सर पर
कफ़न बांध कर झुमते है
Koi kandhe par kamli odh kar
Ghumta tha
Fakir badshah Saab sar par
Kafan bandh kar jhumte hai
Yaa allaah aye mohammad
Jane kya baat hai
Mere musalmaan hone ki
Wazah se log mujhe nafrat
Ki nazaar se dekhte hai
कबूल है की मुझे जी भर के बुरा कहा जाए ,
मगर जो भी कहा जाये दिल से कहा जाये....✍
~भाई का छोटा भाई
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗