Aap apne dukhon se pareshan hai Hum ghame jahan se bezaar hai
Woh garib bad naseeb tha Woh ustad ae hunar tha Harfan maola tha Uski jholi mein kuch nahi raha Fata hua uska jhola tha
Hum se muqabala karne ke liye Kya kisi ki shamat aayi hai Insaanon se nahi humne kismat Se maat khai hai
Aye mere avtaar mere massiha mere paigamber Maza kya iss mein ke aap logo Ke bhakt hi aap ko izzat bakshe Maza toh tab hoga jab har koi Aap logo ko izzat bakshe ga
Ghar hai toh kya Aur mahel hota to kya hota Ghar mein chaar paai par rota Aur mahel mein hota to Taqt par rota hota
Tum salaam dil se karo Hum jawaab dil se denge Zubaan ke salaam dua par Ab aitbar nahi hota
Bahot dikhai apni shaan Mandir masjid banai Ek se badkar ek aalishaan Insaaniyat ki raah mein Kabhi banaya koi makaan
🥺🥺Mat Rakh Hamse Wafa Ki Ummeed Ai Sanam, Hamne Har Dam Bewafai Payi Hai, Mat Dhoondh Hamare Jism Pe Jakhm Ke Nishan, Hamne Har Chot Dil Pe Khaayi Hai.🙏🙏 -Rãkeẞh pal jii
Rukha sukha khai ke Thanda pani piyo aisa kahega Jiska pet bhara hai Woh tujhe baaton se chalega FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB
Imaan Imaan ki kya baat karta hai Insaaniyat kitni hai Pahle ye bata
Masjidon se insaan abaad nahi Insaanon se masjiden abaad hai Kafiron ke dilon mein bhi malik basta hai Imaan sirf musalmanon ke baap ki jayadaad nahi hai FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB
आज परेशान हूं कल सुकून चैन भी आएगा , ख़ुदा तो मेरा भी हैं कब तक रूलाएगा....✍️ ~भाई का छोटा भाई
Aye musalma kya sirf tu hi imaanwala hai Kya kafiron ko dil nahi hota
Jab BABBAR SHER piche hatta hai toh darr ya khauff ki wajah se nahi Lambi chalang laga ne ke liye piche Hatta hai Saavdhaan
चुप रहें आह भरे चीख़ उठें या मर जायें , क्या करें हम कि साहब को मेरी ज़िन्दगी के गम की ख़बर हो जाए...✍️ ~भाई का छोटा भाई
Please Login or Sign Up to write your book.