Latest Shayari

Chhu le tu asman zamin ki talaash na kar; Jee le zindagi tu khushi ki talaash na kar; Taqdir badal jayegi apne aap hi aey dost; Muskrana sikh le wajah ki talaash na kar.

हमने ये शाम चराग़ों से सजा रक्खी है;​​आपके इंतजार में पलके बिछा रखी हैं; हवा टकरा रही है शमा से बार-बार;​​ और हमने शर्त इन हवाओं से लगा रक्खी है।

Chandni se chamakti is raat mein, ek khushboo si hai har baat mein, hai sitaare mere kadmo ke tale, Ek ehsaas hai aaj unki har aahat mein, paas aake bhi kyu hein duriya, koi pyasa hein kyu barsat mein. `kkk

Koi Mera Bhi To Ho Sath Nibhane Ke Liye, Mujhe Mange Khuda Se Apna Banane Ke Liye, Mere Aansu Meri Palko Se Churane Ke Liye, Bas Aisa Koi Chaiye Zindagi Bitane Ke Liye.!

Hum chale the ik dafa,kisi aashiq ke dard ki aag mitane Jab hosh aaya"armaan" to wo aag Hum apne dil mai laga baithe the....... Deb

Phooloan se kya dosti karte ho, Phool to murjha jaate hain Aggar dosti karni hai to kaanton se karo, Kyun ki woh chubh kar bhi yaad aatein hain

Tumhe Dil Main Basaye Rakhta Hoon Aur Duniya Ko Bhoolaye Rakhta Hoon Tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye Iss Liye Nazarein Jukaye Rakhta Hoon…

Wo chand hai magar aap se pyaara nahi, Shama ke bin parwane ka gujara nahi, Is dil ne suni ek pyari si aawaz, Kahi aap ne hame pukara to nahi……!

Pyaase Ko Chaar Boond Pani Hi Kafi Hai, Ishq Me Chaar Din Ki Zindagani Hi Kafi Hai, Marna Ho To Samandar Me Kyu Jaana, Unki Palko Se Tapakta Huva Ek Aansu Hi Kafi Hai.

Ab hame bhi aadat ho gayi hai tere bin jeene ki....! teri nafrat ne aisa bana diya hai ki ab to dhadkan bhi chalti hai bina saans k.....!

Ankhon Mein Sama Jao, Is Dil Mein Raha Karna Taron Mein Hansa Karna, Phoolon Mein Khila Karna Jab Se Tumhein Dekha Hai, Jab Se Tumhein Paya Hai Kuchh Hosh Nahin Mujhko, Ek Nasha Sa Chhaya Hai Ab Baat Jo Karni Ho, Aankhon Se Kaha Karna Aey Kaash Dharkta Dil, Kuchh Der Thahar Jaaye Ye Raat, Mohabbat Kii, Yunhii Na Guzar Jaae Baqi Hai Abhii Tum Par, Ye Jaan Fidaa Karnaa Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna

Duriyan Lakh Sahi Hamare Darmiyan Magar Dilse Jitna Kareeb Tu Hai Utna Khuda Bhi Nahi..!

Pyar ne ye kaisa tohfa de diya. mujh ko gamo ne patthar bana diya. teri yado me hi kat gayi ye umar. aur kehta raha tujhe kab ka bhula diya.

Jo insaan Aapse zyadapyar karega ,, wo aapse dailyladega . . .Lekin jab Aapka ek Aansu giregato . . . .Use rokne ke liye wopuri duniya se ladega

Tu Kahe Na Kahe Teri Aankhe Sab Kuch Kehti Hai... Tu Bole Na Bole Teri Har Baat Dil Tak Zarur Pauchti Hai... Tu Chaahe Kitna Bhi Dur Jaane Ki Koshish Kar Le... Par Sach To Ye Hai Hum Dono Ek Dusre Ke Bina Nahi Reh Sakte...!!