Teri Tamanna, Tera Intezar, Or Tanha Main... Muskura Deta Hun Jab Roya Nhi Jata....
Life Becomes Romantic When Eyes Start Looking At Someone Silently But It Becomes More Romantic When That Someone Start Reading Those Eyes
Aaye Ho Kareeb To Ab Door Mat Jana, Aye Zindagi Akela Mujhe Chod Mat Jana, Khata Jo Hui To Maafi Maang Lenge, Magar Dusaro Ke Sahare Chod Mat Jana.
Aankhen Apki Ho, Par Ansu Mere, Zindagi Apki Ho, Par Sanse Meri, Dil Apka Ho, Par Dhadkan Meri, Zindagi Ke Ahkri Modh Par Duaa Hogi Yehi, Kafan Apka Ho, Aur Maut Meri..
Meri Khamosi Ko Samjh Jate Ho Tum Mujhe Pata Hai Mujhe Bahut Chahte Ho Tum..!
Ek Lamha Jo Satata Hai, Na Jane Ye DiL Kya Chahta Hai, Kash Aap Hote Humare Nazaron Ke Samne, Par Na Jane Kyu Ye Kash! Kash Hi Reh Jata...
Tere ishq ka ye kitna haseen ehsaas hain, Lagta hai jaise tu har pal mere paas hain, Mohabbat teri deewangi ban chuki hai meri, Aur ab zindagi ki aarzoo sirf tumhare sath hai...
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De, Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De, Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko, Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De.
Koi aake mere iss dil ko samjha do.. Akele me to thk h yun mehfil me usko yaad na kare.. Sabke samne aansoo chhupaya nahi jata mujhse...
Bedhadak khoob baar baar karo, Aaj buss Pyaar Pyaar Pyaar karo, Itna paya hai….kuch to loutaoo, Pyaar me yaar…na kuch udhaar karo, Phir kisse roz vaade karna, Aaj ki baat aar paar karo, Meri nazare jawab de dengi, Puch ke naa sharmsaar karo, Pyaar karna na jante hoto, Apni bahain ghumavdaar karo.
Us Ke Sath Rehte Rehte Hamein Chahat Si Ho Gayi, Usse Baat Karte Karte Hamein Aadat Si Ho Gayi, Ek Pal Bhi Na Mile To Najane Bechaini Si Rehti Hai, Dosti Nibhate Nibhate Hamein Mohabbat Si HoGayi?
Tammana se nahi tanhaee se darte hain, Pyar se nahi ruswaai se darte hain, Milne ki to bahut chahat hai, Par milne ke baad judaai se darte hain…
Hont Keh Nahi Sakte Jo Fasana Dil Ka Shayad Nazar Se Wo Bat Hojaye.. Is Ummid Me Karte Hai Intezar Raat Ka K Shayad Khwabo Me Mulaqat Hojaye...
Hazaron Koshishe Ki Khud Ko Busy Rakhne Ki.. Magar Wo Shaks Aisa Hai Ki Yaad Aa Hi Jaata Hai..!!
Kyu Yaad Aata Hai Wo Kal Jo Laut Ke Nahi Aayega, Itna Malum Na Tha Ke Waqt Is Kadar Rulayega, Jee Bhar Ke JiLo Yaaro, Kyoki Ye Aaj Fir Kal Ban Jayega.
Adesh is offline
Abhishek is offline
Ravi is offline
Ridhima is offline
Rishabh is offline
Salma is offline
Ambica is offline
Arjun is offline
Dileep is offline
Shubham is offline
Karan Saud is offline
Mohit is offline
satendra is offline
Ayushman is offline
Please Login or Sign Up to write your book.