Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,862 piecesLatest published writing · Page 74
Love Shayari
Main usay kaise aikaila chor don is rah main sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi. ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi rafta rafta us ko bhi ye duniya ra’as aa gye muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi fasly kb kum howay hain rabton k bad bhi ajnabi thay ajnabi hain “mohabbaton” k baad bhi
Love Shayari
Badla Jo Wakt Ghehri Rafaaqat Badal Gaee, Suraj Dhala Tu Saaye Ki Surat Badal Gaee Ek Muddat Tak Mein Us Ki Zaroorat Bana Raha, Phir Yun Huwa Ke Us Ki Zaroorat Badal Gae.
Love Shayari
Aansu ko bahut samjhaya tanhai me aaya karo,, mehfil me hamara mazak na udaya karo, is par Aansu tadap kar Bola, itne logo me apko tanha paate hai, isliye chale aate hai,,,,
Love Shayari
Thukra ke mujhse usne kaha “Krhush rho” Maine hs diya, Akhir swal uski khushi ka tha, Au maine wo khoya jo mera kbhi na tha, Pr usne wo khoya jo sirf usi ka tha!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗