Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Beautiful Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
237 piecesLatest published writing · Page 13
Beautiful Shayari
हमें न मोहब्बत मिली न प्यार मिला; हम को जो भी मिला बेवफा यार मिला! अपनी तो बन गई तमाशा ज़िन्दगी; हर कोई अपने मकसद का तलबगार मिला!
Beautiful Shayari
वो रात दर्द और सितम की रात होगी, जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी, उठ जाता हूँ मैं ये सोचकर नींद से अक्सर, कि एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी
Beautiful Shayari
Maine tujhe apna khuda mana aur tujhe bharosa Kiya kyunki Mera khuda Tu tha aur aaj bhi hai log toh hamesha khuda ko bharosa karte Hain lekin Mai sirf tujhe bharosa Karti hoon
Beautiful Shayari
Tere Bina Kuch bhi Aacha Nahi lagta, Baarish ka Ruk kar aana Aacha Nahi lagta Tere Bina saawan Ka aa jana Sacha Nahi lagta Tu aa jaye phir ek baar, aa jaye ek baar phir bahar Jeewan Ka ye fasana, ye din suhana Aacha Nahi lagta
Beautiful Shayari
Saath Chalne ki baat Hai Haanth main haanthon main Ho Na ho Raat dhalnain ki baat Hai Chaah Milne ki tabdil mulakatoon main Ho Na ho Toofan to gujar Jayega tere saath hone se Zikra uskamukadar Ka baatoon main Ho Na ho
Beautiful Shayari
Teri Yaado ko jooda to Kuch pal Kam mile Ruswayi main bita diye Jo saawan Kam mile Zindagi ki bhaag main phirta Raha main kyoun Kyoun Na socha kismet se Pahle Jo Na tum mile
Beautiful Shayari
Khushbu bhi Itni door se udd ker aati Nahi Khabar tere ahsaas ki Hawa bhi lati Nahi Lekin use Pata nahi Tera mera rishta Dil Bolta Hai Dil sunta Hai. Ise Kisi zariye ki Yaad aati nahi

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗