Galib apne daur mein jitna pareshan tha Fakeera apne daur mein itna hi hairan hai
Har zakhm ka marham hai har dard ka ilaaj hai Bas ek maut hi aisi hai jo La ilaaj hai
Adami kitna bhi udey parwaaz nahi hoti hai Waqt ke chaal ki aawaaz nahi hoti hai
Log puchte hai hum se ke aap kyun itne goomsoom ho gaye Hamare sab saathi waqt ki Gardish mein goom ho gaye
Mere jism par tere mohabbat ki chadar nahi Tujhe mere pyar ki kadar nahi
Ek taraf aag ka dariya dusri taraf gahri khai Tu kaha milega Main tohe kaha dhundu re sai
मै अपने भाइयों के बारे में कुछ लिख सकूँ.. अभी इतनी पढ़ाई कहॉ की मैंने....✍️ ~भाई का छोटा भाई
God ने एक अच्छा दिल बनाया जो मैंने पाया, फिर God ने एक अच्छा दिमाग बनाया जो मैंने पाया, फिर God ने एक एक अच्छा दोस्त बनाया O Helo...इस बार मैंने नहीं आपने पाया...!!
Kaisa gurur gumaan Kaisa garv abhimaan Agley pal mein kya likha Jag ussey anjaan
Gurur kis baat ka Kis baat ki magruri Akela rah jayega Ho jayegi jag se duri
Zaban ka mitha dil ka kala bhi ho Ye zaruri nahi kabhi Dilwala bhi ho sakta hai
Fakeera baithe pipal ke nichey Kahe bande bhaag na sapnon ke pichey
प्यार के जुगनू जले, प्यार की हो फुलझड़िया प्यार के फूल खिले, प्यार की हो पंखुड़िया प्यार की बंसी बजे, प्यार की हो शहनाईया… खुशियो के दीप जले, दुःख कभी न ले अंगड़ाईयां
Wo Jo Kehti Thi Ki Khatam Naa Hogi Chahat Meri Tujhse ,, Aaj Faqeer Banaake Mere Zakhm Ko Darkinaar Kar Gayi ........... Rahil Azam
Tere Hone Kaa Guroor Humeshaa Rahaa Mujhme Kahi Naa Kahin Lekin Jab Tu Door Hui Meri Aarzoo Wo Hijar Saath Ban Gayi ....... Rahil Azam
Please Login or Sign Up to write your book.