Mahnat se bhi milega utna hi Naseeb mein likha jitna hai Oont zeraf haathi ghode doob gaye Aur gadha puchta hai paani kitna hai
मरते मरते फिर से जीने लग जाऊँ क्या , सोच रहा हूँ सिगरेट पीने लग जाऊँ क्या....✍️ ~भाई का छोटा भाई
Na usne mujhe shaad kiya Na Maine usey shaad kiya Na usne mujhe abaad kiya Na Maine usey abaad kiya Waqt ne mujhe aur maine waqt ko barbaad kiya FAKEERA THE GREAT FAKIR BADSHAH SAAB
जो मुस्कुरा रहा है उसे दर्द ने पाला होगा , जो चल रहा है उसके पाँव में छाला होगा , बिना संघर्ष के इन्सान चमक नहीं सकता यारों , जो जलेगा उसी दिये में तो उजाला होगा…✍️ ~भाई का छोटा भाई
Kabhi mehfil mein woh mere jane se pahle aaya kabhi mehfil mein woh mere jane ke baad aaya Waqt meri zindagi mein Kabhi waqt par nahi aaya
Galib ke waqt mein galib ke daur mein Galib ko koi puchta nahi tha Aaj galib ke shero shayari mein Log zindagi ke falsaphey dhundte hai Wohi haal Kabir ka hai
Galib waqt mein galib ke daur mein Galib ko koi puchta nahi tha Aaj galib ke shero shayari mein Log zindagi ke falsaphey dhundte hai Wohi haal Kabir ka hai
Hazaaron chelon mein ek chela upar aaya guru ka naam bakhaya Hazaaron chelon ki asafalta swikar karne kaun guru aage aayaa
Phadkar phek do unn kitabon ko Jo kitabey bhedbhav sikati hai
Ye sansaar bahot rahasyamai Na jane kya kya chupa iske piche Zamin par dekh ke chal kahin aa naa Jaye koi kanta tere paanv ke niche
Kya guru sikhave aur Kya govind se paave adami apne naseeb se kamaave aur kismat ka khaave
Adami kitna bhi bada ho jaye Marne ke baad phekne mein jata hai Musalmaan kabar mein jata hai Hindu chita mein sekne mein jata hai
Allaah jissey thar thar kanpe Woh bhi kya shaksiyat hogi Uska kya rutbaa hoga Usme kya kya kabiliyat hogi Sachchai ki taqat
Rishte barkarar hai par ab woh Mohabbat nahi rahi Ab kisi ko kisi ki chahat nahi rahi
Please Login or Sign Up to write your book.