Dhadhkana Dil ne shayad band kar diya Kuch deer Yaad Teri phir bhi aakar chali gayi
Bas ek se hi hamari yari Nahi gaalib Yaad aate hi unki... Neend bhi rukh badal leti hai Sochte hain khaboon main milain unse Le unhe upni aagoosh maain Neend bhi ruswaa Hai unki taraf... Haan bhi to Nahi kehti Na bhi nahi
Baadalon ne aasmaan main aakar yun kayamat dhaayi Hai Jane Kyoun Chaand Na dikha zamin Aur aasmaan main
Zindagi ki daud main Kuch yaar piche reh gaye Nauka ke kuch patwaar piche reh gaye Dil chahe wapas daud kar paa loon unhe Lauta aaoon wo beete hue pal Kuch judte Na judte diloon ke taar piche reh gaye Chera badalne ki chaah main meri Maasoomiyat ke Kuch avatar piche reh gaye Na paa paoon wo pal wo meri pehchaan Ek khushnuma bhule dost ko yaad karoon Aaj Yaadoon ki pankti main jo ek kram vaar piche reh gaye
Kuch dhadhkanain hum sun Na paaye saaloon se.. Kuch aansson chup kar humse sarak gaye gaaloon se.. Shayad reh gayi Kuch kami hamare pyar Main baatain Kuch reh gayi ekraar main to Kuch Intazaar main
Tabiyat aaz shayad naasaz Hai Zara.. Aaj Mud kar Jo Na dekha yaar ne
Tere paas aane ki Maine keemat chukayi hai... Tere sang muskurane ki main Meri rehmat ye rang layi hai Haske roke mujhe ... mujhe mili ye judai hai
Tere dard se pis kar ye koyala heera Nikla Hai. Jasbaato ke saath khaboon Ka ye zakhira Nikla Hai Tujhse juda hone Ka gam Kyoun karoon main. Tune Jo diya Hai.. Use sametne ye fakira Nikla hai
پھر یوں ہوا کہ بات اس کے برعکس نکلی شاید وہ وہیں کھڑا مسکرا رہا تھا مدہوشی سی چھا رہی ہے بدن میں مانو جیسے دلدل میں سما جا رہا تھا خشک غلاب ہونٹ جو رکھے اس نے عشق پر چھاتی سے ران بھگوتا چلا جارہا تھا اٹھائے لباس چوپڑا دور ایک کونے میں چلائیں جیسے خودکشی کرنے جارہا تھا بلا کر کان میں بولی پیار ہوگیا اقبال جھکائے سر چونکہ عشق ختم ہوتا جا رہا تھا
dosti foolo se kya karni bo to kuchh der bad murjha jate hai dosti karni hai to kato se karo jo chubhne ke bad bhi yad ate hai
Don't hate me knowledge baby come here love me man of indian name is majir successful man living India I need you you need I what's warry come come baby
Umeed toh aaj b hai Kuj achaa likhne ki Par kya karoo achaa suntaa koon hai WRITER Gopi sidhu
Hume toh har chehre se bewfai milli hai Tume kisi chehre se wafa mille toh Hume baatanaa WRITER Gopi sidhu
Tujhe bhull thi k main ek mazaak bankee reh jaoo gaa Es zamanee se naa samajh jawaak bankee reh jaoo gaa WRITER GOPI SIDHU
Baat toh abh samjh main ayi Tu zindagi nhi meri Tu toh meri parshayi hai WRITER Gopi sidhu
Please Login or Sign Up to write your book.